Pins & Needles in Diabetes | Numbness | Dr. Sohail
Автор: Dr. Muhammad Sohail HeartCare
Загружено: 2025-12-04
Просмотров: 778
Описание:
Diabetes mein haath paon mein suiyyan chubhne, jalne ya sun hojane ki shikayat aam hai. Isko Diabetic Neuropathy kehte hain. Is video mein, Dr. Muhammad Sohail aapko batayenge ke yeh kyun hota hai, issey hone wala khatrnaak Diabetic Foot, aur iska mukammal ilaj kya hai.
Is video mein aap parhain
Diabetes nerves ko kyun kharab karti hai? (Diabetic Neuropathy)
Haath paon mein suiyyan, jaln, dard ya sun pan ke alamat.
Sugar control karna nerve damage se bachane ke liye kyun zaroori hai?
Insulin ka istemal nerves ko recover karne mein kaise madad karta hai?
Vitamin B12 ki goliyaan (Metformin ke sath) symptoms ko kaise kam karti hain?
Diabetic Foot se bachne ke 5 aasan tareeqe.
Agar aap ko bhi diabetes hai aur aap yeh symptoms mehsoos kar rahe hain, to yeh video aap ke liye hai. Janniye sugar control se nerves ki hifazat kaise
karein.
"Dr. Muhammad Sohail HeartCare" channel ko zaroor subscribe karein taake aap heart, diabetes, BP aur cholesterol se related aisi hi important videos se connected rahein.
https://www.youtube.com
/c/DrMuhammadSohailHe
artCare
Disclaimer: Yeh video sirf
talimi maqsad ke liye hai. Apne doctor se salah lekar hi koi dawa shuru karein ya band karein.
#DiabeticNeuropathy
#Diabetes
#HaathPaonSuiyyan
#NerveDamage
#DiabetesTreatment #VitaminB12 #Insulin
#SugarControl
#DrSohail #HeartCare
#DiabetesComplications
#DiabeticFoot
#Neuropathy #HealthTips
#DiabetesAwareness
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: