Ishq Na Karna - Gitanjali Khan
Автор: Gitanjali Khan
Загружено: 2026-01-03
Просмотров: 5490
Описание:
Teri bewafai ko bhula na sakenge
Chaahen bhi to kabhi muskura na sakenge
Tujhko to mil gaya yaar apna
Apna kisi ko hum bana na sakenge
Roti rahengi meri wafaaein
Aati rahegi dil se pukaar
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Teri-meri yaari thi puraani sanam
Tu hi to tha meri zindagaani sanam
Meri wafaa ko kar ke bigaada
Aur kisi ko kyun apna maana
Tune to ek din mujhse hi pyaar kiya tha
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Khwaabon ki chitaayein hain sulagti hui
Uspe ye teri yaadein dasti hui
Gham ka andhera khushiyon pe chhaaya
Tune sitam woh is dil pe dhaaya
Maine wafaa pe teri kitna aitbaar kiya tha
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Teri bewafai ko bhula na sakenge
Chaahen bhi to kabhi muskura na sakenge
Tujhko to mil gaya yaar apna
Apna kisi ko hum bana na sakenge
Roti rahengi meri wafaaein
Aati rahegi dil se pukaar
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Ishq na karna, ishq na karna
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: