Bol Radha Bol - Gitanjali Khan
Автор: Gitanjali Khan
Загружено: 2026-01-15
Просмотров: 357
Описание:
Mere man ki Ganga aur tere man ki Jamuna ka
Bol Radha bol sangam hoga ki nahin
Mere man ki Ganga aur tere man ki Jamuna ka
Bol Radha bol sangam hoga ki nahin
Are bol Radha bol sangam hoga ki nahin
Kitni sadiyan beet gayi hain haay tujhe samjhaane mein
Mere jaisa dheeraj wala hai koi aur zamaane mein
Dil ka badhta bojh kabhi kam hoga ki nahin
Bol Radha bol sangam hoga ki nahin
Mere man ki Ganga aur tere man ki Jamuna ka
Bol Radha bol sangam hoga ki nahin
Are bol Radha bol sangam hoga ki nahin
Do nadiyon ka mel agar itna paavan kehlaata hai
Kyon na jahaan do dil milte hain
Swarg wahaan bas jaata hai
Har mausam hai pyaar ka mausam hoga ki nahin
Bol Radha bol sangam hoga ki nahin
Mere man ki Ganga aur tere man ki Jamuna ka
Bol Radha bol sangam hoga ki nahin
Are bol Radha bol sangam hoga ki nahin
Teri khaatir main tadpa yun tarse dharti saawan ko
Radha Radha ek ratan hai saans ki aavan jaavan ko
Patthar pighle dil tera nam hoga ke nahin
Bol Radha bol sangam hoga ki nahin
Mere man ki Ganga aur tere man ki Jamuna ka
Bol Radha bol sangam hoga ki nahin
Are bol Radha bol sangam hoga ki nahin
Jaao na kyon sataate ho hoga hoga hoga
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: