👉 Healthy Homemade Panjiri Recipe | Desi Phinjiri 💪
Автор: Gurdeep Kaur
Загружено: 2026-01-09
Просмотров: 197
Описание:
Healthy Homemade Panjiri (Phinjiri) Recipe 💪🌾
Aaj hum bana rahe hain traditional Panjiri / Phinjiri, jo na sirf tasty hai balki energy se bharpoor bhi hai 😍
Yeh recipe sardiyon ke liye perfect, new moms, kids aur poori family ke liye bahut faydemand hai 🤍
Is Panjiri mein use kiye gaye hain makhana, dry fruits, seeds, desi ghee aur atta, jo body ko strength dete hain aur immunity boost karte hain 💪✨
Pure desi tareeke se, simple steps mein banne wali yeh recipe aap ghar par aasani se try kar sakte ho 👩🍳
👉 Agar aap healthy food, desi recipes aur pure vegetarian cooking pasand karte ho to yeh video zaroor dekhein aur channel ko subscribe karein ❤️
👉 Video pasand aaye to like, comment aur share karna na bhoolen 😊
Ingredients used:
Makhana, Badam, Kaju, Akhrot, Melon Seeds, Gond, Til, Khas Khas, Kismis, Alsi, Kamarkas, Desi Ghee, Atta, Sugar
#panjiri #winterspecial #homemade #traditionalrecipe #postpartumdiet #desirecipe #healthyfood
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: