Ye Aur Baat Hai Tujhse Gila Nahi Krte | Amjad Islam Amjad | Sad Urdu Poetry
Автор: Kitab e Maazi
Загружено: 2020-09-30
Просмотров: 146369
Описание:
Amjad Islam Amjad Best Urdu Poetry
Recital Ahsan Shakeel
Ye aur baat hai tujh se gila nahin karte
Jo zakhm tu ne diye hain bhara nahin karte
Hazar jal liye ghumti phire duniya
Tere asir kisi ke hua nahin karte
Ye aainon ki tarah dekh-bhaal chahte hain
Ki dil bhi tuten to phir se juda nahin karte
Wafa ki aanch sukhan ka tapak do in ko
Dilon ke chaak rafu se sila nahin karte
Jahan ho pyar ghalat-fahmiyan bhi hoti hain
So baat baat pe yun dil bura nahin karte
Hamein hamari anaen tabah kar dengi
Mukalme ka agar silsila nahin karte
Jo hum pe guzri hai jaanan wo tum pe bhi guzre
Jo dil bhi chahe to aisi dua nahin karte
Har ek dua ke muqaddar mein kab huzuri hai
Tamam ghunche to 'amjad' khila nahin karte
Subscribe To Our Channel For More Videos
►► Facebook : / kitabemaazi
►► Instagram : / kitabemaazi
►► Twitter : / kitabemaazi
For Business inquiry or Fan Mail
Call or WhatsApp: +92 331 4872455
Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: