ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

Ab Nibhani He Paregi Dosti Jaisi Bhi Hai | Shahzad Ahmad | Urdu Sad Poetry

Автор: Kitab e Maazi

Загружено: 2020-09-09

Просмотров: 63739

Описание: Shahzad Ahmad Sahab Ki Khobsurat Ghazal

Ab nibhani hi padegi dosti jaisi bhi hai
Aap jaise bhi hain niyyat aap ki jaisi bhi hai

Khul chuki hain us ke ghar ki khidkiyan mere liye
Rukh meri jaanib rahega be-rukhi jaisi bhi hai

Chotiyan chhu kar guzarte hain baraste kyun nahin
Baadalon ki ek surat aadmi jaisi bhi hai

Ajnabi shahron mein tujh ko dhundhta hun jis tarah
Ek gali har shahr mein teri gali jaisi bhi hai

Aaj ke dukh hi bahut hain bim-e-farda kis liye
Kat hi jaegi aziyyat ki ghadi jaisi bhi hai

Dhundla dhundla hi sahi rasta dikhai to diya
Aaj ka din hai ghanimat raushni jaisi bhi hai

Jhulti hai mere dil mein ek shakh us ped ki
Wo tar-o-taza hai ya sukhi hui jaisi bhi hai

Main ne dekha hai falak ko jagte sote hue
Meri aankhon tak to aai chandni jaisi bhi hai

Ab kahan le jaen sanson ki sulagti aag ko
Zindagi hai zindagi achchhi buri jaisi bhi hai

Koi mausam ho meri khushbu rahe is phul mein
Dastan meri kahi ya an-kahi jaisi bhi hai

Apna haq 'shahzad' hum chhinenge mangenge nahin
Rahm ki talib nahin be-chaargi jaisi bhi hai

Subscribe To Our Channel For More Videos

►► Facebook :   / kitabemaazi  
►► Instagram :   / kitabemaazi  
►► Twitter :   / kitabemaazi  

For Business inquiry or Fan Mail
Call or WhatsApp: +92 331 4872455

Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.


sad poetry, sad shayari, sad ghazal, Ahmad Faraz, Ahmad Faraz Poetry, Ahmad Faraz Whatsapp Status Poetry,Jaun Elia, Jaun Elia Sad Urdu Poetry, Tehzeeb Hafi Tehzeeb Hafi Mushaira Tehzeeb Hafi Rekhta, Ali Zaryoun, Ali Zaryoun Whatsapp Status
Sad Love WhatsApp Status, New Poetry 2019, Sad Poetry Collection,
Sad WhatsApp Status Love Sad Status Emotional WhatsApp Status Love Status Sad

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Ab Nibhani He Paregi Dosti Jaisi Bhi Hai | Shahzad Ahmad | Urdu Sad Poetry

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Jahan Pe Chhori Thi Baat Dil Ki | M.Raza Hyderi | Sad Urdu Poetry

Jahan Pe Chhori Thi Baat Dil Ki | M.Raza Hyderi | Sad Urdu Poetry

Wo Jo Hum Main Tum Main Qaraar Tha | Momin Khan Momin | Best Urdu Poetry

Wo Jo Hum Main Tum Main Qaraar Tha | Momin Khan Momin | Best Urdu Poetry

Ye Jo Raig E Dasht E Firaq Hai | Amjad Islam Amjad | یہ جو ریگ دشت فراق ہے | #shayari #urdupoetry

Ye Jo Raig E Dasht E Firaq Hai | Amjad Islam Amjad | یہ جو ریگ دشت فراق ہے | #shayari #urdupoetry

Shahzad Ahmed - Ghazal

Shahzad Ahmed - Ghazal

⚡️ США объявили войну ЕС || РФ экстренно стягивает войска

⚡️ США объявили войну ЕС || РФ экстренно стягивает войска

Ye jo diwane se do chaar nazar aate hain | SAGHAR SIDDIQUI | Urdu Poetry

Ye jo diwane se do chaar nazar aate hain | SAGHAR SIDDIQUI | Urdu Poetry

Они Думали, Что Он Просто Тихий Портной, Пока Он Не Показал Им, Кто Он На Самом Деле

Они Думали, Что Он Просто Тихий Портной, Пока Он Не Показал Им, Кто Он На Самом Деле

Ответ на вызов

Ответ на вызов

Kiya Koi Khail Hai - Shahzad Ahmad - Sad Urdu Poetry - Ranjish Library

Kiya Koi Khail Hai - Shahzad Ahmad - Sad Urdu Poetry - Ranjish Library

Заявление о победе в войне / Путин выступил с обращением

Заявление о победе в войне / Путин выступил с обращением

Речь адвоката Запах женщины

Речь адвоката Запах женщины

Habib Jalib             (  حبیب جالب  ( چار غزلیں)

Habib Jalib ( حبیب جالب ( چار غزلیں)

Fasl e Gul Khakh Hui Jab To Sada Di Tu Ne | Shahzad Ahmad

Fasl e Gul Khakh Hui Jab To Sada Di Tu Ne | Shahzad Ahmad

Шахзад Ахмад Шаяри | Мунтазир Дашт и Дил о Джаан Хай Ке Ааху Аайе | Статус поэзии на урду в WhatsApp

Шахзад Ахмад Шаяри | Мунтазир Дашт и Дил о Джаан Хай Ке Ааху Аайе | Статус поэзии на урду в WhatsApp

Faiz Ahmed Faiz Reciting His Revolutionary Poem | Googly News TV

Faiz Ahmed Faiz Reciting His Revolutionary Poem | Googly News TV

Aik Muddat Ki Riyazat Se Kamaye Howe Log | Zikriya Azad | Urdu Sad Poetry

Aik Muddat Ki Riyazat Se Kamaye Howe Log | Zikriya Azad | Urdu Sad Poetry

Bohat Dino Se Nahi Apne Darmiyan Wo Shaks | Qateel Shifai

Bohat Dino Se Nahi Apne Darmiyan Wo Shaks | Qateel Shifai

Urdu Ghazal –

Urdu Ghazal – "Zindagi… Socho Zara | An Urdu Ghazal by Farzana Anjum #farzanaanjum, #ghazal

Deewan-E-Mir Taqi Mir Complete Season Part 1 - Urdu Poetry

Deewan-E-Mir Taqi Mir Complete Season Part 1 - Urdu Poetry

Saadaein Dete Howe Aur Khakh Urate Howe | Rehman Faris | Urdu Sad Poetry

Saadaein Dete Howe Aur Khakh Urate Howe | Rehman Faris | Urdu Sad Poetry

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]