ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

SUNO HILAL SUNO | Mesum Abbas | REMAKE | Nohay 2023 / Muharram 1445

Автор: Mesum Abbas

Загружено: 2023-07-22

Просмотров: 306120

Описание: "SUNO HILAL SUNO" REMAKE by Mesum Abbas Nohay 2023 (Original: Mesum Abbas Suno Hilal 2013)

"Lahu Mai Doobi Hui Dastaan Sunaate Hain, Hilal Aao Tumhe Karbala Dikhaate Hain"

لہو میں ڈوبی ہوئی داستان سناتے ہیں
ہلال اؤں تمہیں کربلا دکھاتے ہیں

Topic: Hilal bin Nafe or sometimes referred to as Nafe Bin Hilal on the 9th of Muharram.
Listen to the latest noha of Muharram 2023 by Mesum Abbas. This is Special Topic Noha by Mesum Abbas.

LYRICS: POSTED BELOW...

#MesumAbbas #SunoHilalSuno #Nohay2023

Noha Credits:
👉Title Noha: Suno Hilal Suno
👉Original Reciter: Mesum Abbas
👉Poet: Janab Kaleem Asghar Bijnori

Audio Credits:
👉Composition: Mesum Abbas
👉Chorus: Rizwan Mirza - Hasnain Mehdi - Sunny - Shahrukh
👉Audio Recording by M. Hassaan Qureshi / M. Ovais Qureshi (ODS - KHI)
👉Audio Mix/Mastered by M. Omar Qureshi (ODS - KHI)

Video Credits:
👉Director: Ali Arman Baltistani
👉DOP: Muzammil Parvi
👉Edit: TNA Records
👉SEO Management / Coordinator / Cover Design: Yawer Abbas Damani (YAD Graphics)
👉 Social Media Management: Mussaib Sajjad (Bangalore-IND)
👉 English Translation: Ahmed Virani (USA)
👉Sarparast: Syed Baqar Naqvi (President: Imambargah Dar e Hussain - New Jersey, USA)

- L Y R I C S - -
Ye Karbala Hai Ye Karbala Hai

Nazar Mein Leke Bahattar Shahadato Ka Nizam-
Hilal Se Shabe Ashur Keh Rahe Hai Imam (as)-
Lahoo Mein Dubi Huwi Dastaan Sunate Hai-
Hilal Aao Tumhe Karbala Dikhate Hai-
Suno Hilal Suno Suno Hilal Suno

Shahadato Ka Yeh Ek Silsila Hai Batarteeb-
Banegi Kal Isi Maqtal Ki Khaaq Sab Ka Nasib-
Na Dekh Paaoge Jo Waqt Aarahan Hai Kareeb-
Shahid Hoge Yahan John Aur Zohairo Habib-

1)
Palat Ke Aayega Koi Baraye Kurbaani-
Tumhe Khabar Hai Kai Deen Se Band Hai Paani-
Ada Karenge Bhala Kaise Haqqe Mehmaani-
Yahan Pe Khoon Mein Dubegi Hur Ki Peshaani-

Lahoo Mein Dubi Huwi Dastaan Sunate Hai-
Hilal Aao Tumhe Karbala Dikhate Hai- Suno Hilal Suno, Suno Hilal Suno

2)
Woh Laal Jo Hame Lagte Hai Jaan Se Pyaare-
Karenge Jung Yahi Teen Roz Ke Pyaase-
Lahoo Lahoo Nazar Ayenge God Ke Paale-
Shahid Hoge Yahan Naunihal Zainab (sa) Ke-

Lahoo Mein Dubi Huwi Dastaan Sunate Hai-
Hilal Aao Tumhe Karbala Dikhate Hai- Suno Hilal Suno, Suno Hilal Suno

3)
Bayaan Shahadate Qasim Ka Ab Karain Kaise-
Naa Baaz Ayenge Ek Zulm Par Jafa Waale-
Bhagaye Jayenge Us Jism Naaz Par Ghode-
Simat Na Paayege Paamal Laash Ke Tukde-

Lahoo Mein Dubi Huwi Dastaan Sunate Hai-
Hilal Aao Tumhe Karbala Dikhate Hai- Suno Hilal Suno, Suno Hilal Suno

4)
Ajib Zakhme Jigar Hai Ye Ranjo Gum Ki Asaa-
Rahega Kaun Madad Gaar Ab Hussain (as) Ke Paas-
Hame Zaeef Kiye Jaaraha Hai Yeh Ahsaas
Na Kar Furaat Se Aayege Laut Kar Abbas (as)-

Lahoo Mein Dubi Huwi Dastaan Sunate Hai-
Hilal Aao Tumhe Karbala Dikhate Hai- Suno Hilal Suno, Suno Hilal Suno

5)
Lahoo Bhare Huwe Mashko Alam Jab Aayege-
Kamar Pakad Ke Sare Dasht Beth Jaayenge
Phir Aysa Quwate Baazu Kahan Se Laayenge
Bagair Bhai Ke Khaime Mein Laut Aayege-

Lahoo Mein Dubi Huwi Dastaan Sunate Hai-
Hilal Aao Tumhe Karbala Dikhate Hai- Suno Hilal Suno, Suno Hilal Suno

6)
Hamara Laal Jo Akbar(as) Hai Mustafa (saww) Jaisa-
Sinaane Zulm Woh Apne Jigar Pe Khaayega-
Nazar Ke Saamne Hoga Jawaan Ka Laasha-
Ajib Waqt Mein Aayega Qasid-e-sughra (sa)-

Lahoo Mein Dubi Huwi Dastaan Sunate Hai-
Hilal Aao Tumhe Karbala Dikhate Hai- Suno Hilal Suno, Suno Hilal Suno

7)
Yahan Pe Hoga Sitam Aysa Ek Bache Par-
Zamino Arsh Bhi Hojayen Jis Pe Zero Zabar-
Tum Hi Bataao Ke Hum Baap Hain Kahain Kyun Kar-
Yeh Woh Jagaah Hai Jahan Hogi Turbate Asghar (as)-

Lahoo Mein Dubi Huwi Dastaan Sunate Hai-
Hilal Aao Tumhe Karbala Dikhate Hai- Suno Hilal Suno, Suno Hilal Suno

8)
Tasavuraat Mein Jaakar Zara Udhar Dekho-
Namaze Asr Ke Manzar Ko Ek Nazar Dekho-
Nasheb Mein Tahe Khanjar Hamara Sar Dekho-
Jo Dekh Paao To Zehra (sa) Ko Nauhagar Dekho-

Lahoo Mein Dubi Huwi Dastaan Sunate Hai-
Hilal Aao Tumhe Karbala Dikhate Hai- Suno Hilal Suno, Suno Hilal Suno

9)
Jahan Pe Khud Koi Mazlum Apni Baat Kare-
Har Ek Lafz Pe Aanko Se Behre Ashk Bahe-
Padhe To Kis Tarah "mesum" "Kaleem" Kaise Likhe-
Baiyaze Gum Hai Musalsal Hussain (as) Ke Fikre-

Muharram 2023/1445 | New Nohay 2023 | Suno Hilal Suno | 2023 video by Mesum Abbas reciting (Official Video) © 2023 Mesum Abbas

~-~~-~~~-~~-~
Please watch: "Mesum Abbas Latest Manqabat 2024 - Ali Sabse Baray Hain - 13 Rajab"
   • ALI SABSE BARAY HAIN - Mesum Abbas 2024 | ...  
~-~~-~~~-~~-~

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
SUNO HILAL SUNO | Mesum Abbas | REMAKE | Nohay 2023 / Muharram 1445

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Main Rahib Hoon | The Story of Rahib and Imam Hussain | Mesum Abbas Nohay | 2019 | 1441

Main Rahib Hoon | The Story of Rahib and Imam Hussain | Mesum Abbas Nohay | 2019 | 1441

Джем – SUNO HILAL SUNO | Mesum Abbas | REMAKE | Nohay 2023 / Muharram 1445

Джем – SUNO HILAL SUNO | Mesum Abbas | REMAKE | Nohay 2023 / Muharram 1445

🔴LIVE 13 Rajab 2026 | JASHAN AO SAB ALI ALI KARE | Nadeem Sarwar | Ali Shanawar | Ali Jee, Karachi

🔴LIVE 13 Rajab 2026 | JASHAN AO SAB ALI ALI KARE | Nadeem Sarwar | Ali Shanawar | Ali Jee, Karachi

BANI ASAD | Mesum Abbas | Nohay 2021 | Qabeela Banu Asad in Karbala | 13 Muharram 2021

BANI ASAD | Mesum Abbas | Nohay 2021 | Qabeela Banu Asad in Karbala | 13 Muharram 2021

Agaya Mera Ali Mola | 13 Rajab New Manqabat 2026 | Mesum Abbas

Agaya Mera Ali Mola | 13 Rajab New Manqabat 2026 | Mesum Abbas

DARYA PE UTHA SHOR ALAMDAR ALAMDAR | Mesum Abbas | Nohay 2023 / Muharram 1445

DARYA PE UTHA SHOR ALAMDAR ALAMDAR | Mesum Abbas | Nohay 2023 / Muharram 1445

13 Rajab New Manqabat 2026 | Manam Ghulam e Hazrat e Shah e Najaf | Mir Hasan Mir | Sajjad Muhammadi

13 Rajab New Manqabat 2026 | Manam Ghulam e Hazrat e Shah e Najaf | Mir Hasan Mir | Sajjad Muhammadi

Aaj Bhi Zainab ki Aati Hai Sada Bhai Hussain - Amir Ali Gazi @TheShiaVoiceOfficial ​⁠

Aaj Bhi Zainab ki Aati Hai Sada Bhai Hussain - Amir Ali Gazi @TheShiaVoiceOfficial ​⁠

Khush Amdeed Ya Ali - 13 Rajab New Manqabat 2025 | Syed Raza Abbas Zaidi | Mola Ali Manqabat

Khush Amdeed Ya Ali - 13 Rajab New Manqabat 2025 | Syed Raza Abbas Zaidi | Mola Ali Manqabat

Jab Mere Ghar Mai Alam Hai To Alamdar Bhi Ho | Mesum Abbas | Abbas Sa Beta | Muharram Nohay 2024

Jab Mere Ghar Mai Alam Hai To Alamdar Bhi Ho | Mesum Abbas | Abbas Sa Beta | Muharram Nohay 2024

Zamana Tumhara Ya Hussain |NadeemSarwar |46th Album - 2025/ 1447

Zamana Tumhara Ya Hussain |NadeemSarwar |46th Album - 2025/ 1447

Dil Mai Karbala Hai | Mesum Abbas | Muharram | New Noha 2021

Dil Mai Karbala Hai | Mesum Abbas | Muharram | New Noha 2021

Chale Aao Ae Ibne Mushkil Kusha | Mesum Abbas Munajat Imam e Zamana Manqabat 2020

Chale Aao Ae Ibne Mushkil Kusha | Mesum Abbas Munajat Imam e Zamana Manqabat 2020

Janum Ali Ali | Nadeem Sarwar | 2023 / 1445

Janum Ali Ali | Nadeem Sarwar | 2023 / 1445

ZAFAR E JINN (ra) | Mesum Abbas | Nohay 2018 | Jafar E Jin | Zafar Jin Karbala | Zafar Jin Noha

ZAFAR E JINN (ra) | Mesum Abbas | Nohay 2018 | Jafar E Jin | Zafar Jin Karbala | Zafar Jin Noha

Mera Imam Hussain | Nadeem Sarwar | 45th Album - 2024 / 1446

Mera Imam Hussain | Nadeem Sarwar | 45th Album - 2024 / 1446

SHER E FIZZA | MESUM ABBAS 2017 | Abul Haris Lion in Karbala Waqiya

SHER E FIZZA | MESUM ABBAS 2017 | Abul Haris Lion in Karbala Waqiya

Baba Jan | Farhan Ali Waris | Bibi Sakina Noha | Farsi | 2020

Baba Jan | Farhan Ali Waris | Bibi Sakina Noha | Farsi | 2020

Akbar Tumhe Maloom Hai Kya Maang Rahe Ho | Sahibe  Alam 2019

Akbar Tumhe Maloom Hai Kya Maang Rahe Ho | Sahibe Alam 2019

Jinnat Se Jang

Jinnat Se Jang

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]