ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

DARYA PE UTHA SHOR ALAMDAR ALAMDAR | Mesum Abbas | Nohay 2023 / Muharram 1445

Автор: Mesum Abbas

Загружено: 2023-07-19

Просмотров: 1006607

Описание: "Darya Pe Utha Shor Alamdar Alamdar" - Mesum Abbas Nohay 2023

‎دریا پہ اٹھا شور علمدار علمدار

Listen to the latest noha of Muharram 2023 by Mesum Abbas. This is a Hazrat e Abbas Noha by Mesum Abbas. Penned by Mazhar Abidi and recited by Syed Mesum Abbas Naqvi.

LYRICS: POSTED BELOW...

#MesumAbbas #AlamdarAlamdar #Nohay2023

Noha Credits:
👉Title Noha: Darya Pe Utha Shor Alamdar Alamdar
👉Reciter: Mesum Abbas
👉Poet: Mazhar Abidi

Audio Credits:
👉Composition: Mesum Abbas - Mazhar Abidi
👉Chorus: Rizwan Mirza - Hasnain Mehdi - Sunny - Shahrukh
👉Audio Recording by M. Hassaan Qureshi / M. Ovais Qureshi (ODS - KHI)
👉Audio Mix/Mastered by M. Omar Qureshi (ODS - KHI)

Video Credits:
👉Director: Ali Arman Baltistani
👉DOP: Shoaib Suleman
👉Camera Operator: Sarib Shah
👉Art Director: Ally Jafri
👉Edit: TNA Records
👉SEO Management / Coordinator / Cover Design: Yawer Abbas Damani (YAD Graphics)
👉 Social Media Management: Mussaib Sajjad (Bangalore-IND)
👉 English Translation: Ahmed Virani (USA)
👉Sarparast: Syed Baqar Naqvi (President: Imambargah Dar e Hussain - New Jersey, USA)
👉Shot on Red

Lyrics -

Abbas Abbas

Jab Mashk e Sakina Pe Laga Teer Sitam Ka
Abbas Abbas

Bikhre Huwe Lasho'n Ne Kaha Haaye Hussaina
Abbas Abbas

Be Dast Alamdar Ko Be Deeno Ne Mara
Ghorey Se Gira Khak Pe Saqa e Sakina

Darya Pe Utha Shor Alamdar Alamdar
Saqa e Haram Syed o Salaar Alamdar

1-Jane Se Tere Sheh Ki Qmr Toot Gai Hai
Abbas Tera Rasta Bahen Daikh Rahi Hai
Shabbir Huwe Jeene Se Baizaar Alamdar

2-Pohnchi Ye Khbr Khema e Shabbir Main Jis Dum
Shabbir Qamr Tham Ke Karne Lage Matam
Yeh Bain Kiye Aye Mere Ghumkhar Alamdar

3-Hathon Main Liye Koozay Tarapte Rahai Piyase
Aur Piyaso'n Ke Halqe Main Sakine Ke Thay Naale
Piyaso'n Pe Fida Hogaya Ghamkhar Alamdar

4-Saadat Ko Jab Lootne Ayain Gai Sitamgar
Phir Kon Bachaye Ga Teri Behna Ki Chadar
Aja Meri Chadar Ke Nigehdaar Alamdar

Bain Sakina Ne Kiya
Haye Alamdar e Hussain

Nahar Se Ajao Chacha
Haye Alamdar e Hussain

Karti Hun Main Yeh Ilteja
Haye Alamdar e Hussain

Mujhe Na Tarpao Chacha
Haye Alamdar e Hussain
Haye Alamdar e Hussain

Bazuye Saqae Haram
Haye Alamdar e Hussain

Jab Huwe Darya Pe Qadm
Haye Alamdar e Hussain

Rone Lage Shah e Ummam
Haye Alamdar e Hussain

Is Se Bara Nahi Sitam
Haye Alamdar e Hussain

5-Abbas Ke Nazdeek Nazdeek Shah e Wala
Sar Bhai Ka Yeh Kehte Huwe Goud Main Rakha
Tum To Meri Fouj Ke Saalaar Alamdar

6-Aye Dharas e Shabbir Zara Ankhain TO Kholo
Hasrat Hai Ke Ek Baar Mujhe Bhai To Bolo
Kiya Yaad Hai Bachpan Ka Tumhe Pyaar Alamdar

7-Qasim Bhi Gaye Aun o Muhammad Bhi Sudhare
Akbar Bhi Chale Jayain Gai Ab Bhi Tumhare
Koi Na Raha Saaya e Deewar Alamdar

8-Daiti Thi Yahi Zainab e Dilgeer Duhai
Main Tere Sahare Pe Watan Chor Ke Aai
Kyun Chor Ke Jate Ho Wafadar Alamdar

9-Ghazi Ki Shahadat Pe Qayamat Ka Tha Manzar
Kar Sakta Nahi Koi Baayaa'n Mesum o Mazhar
Alfaaz Ka Lashkar Hai Qalamkaar Alamdar


Muharram 2023/1445 | New Nohay 2023 | ALAMDAR ALAMDAR | 2023 video by Mesum Abbas reciting (Official Video) © 2023 Mesum Abbas

~-~~-~~~-~~-~
Please watch: "Mesum Abbas Latest Manqabat 2024 - Ali Sabse Baray Hain - 13 Rajab"
   • ALI SABSE BARAY HAIN - Mesum Abbas 2024 | ...  
~-~~-~~~-~~-~

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
DARYA PE UTHA SHOR ALAMDAR ALAMDAR | Mesum Abbas | Nohay 2023 / Muharram 1445

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Джем – DARYA PE UTHA SHOR ALAMDAR ALAMDAR | Mesum Abbas | Nohay 2023 / Muharram 1445

Джем – DARYA PE UTHA SHOR ALAMDAR ALAMDAR | Mesum Abbas | Nohay 2023 / Muharram 1445

Ab Tak Hai Zubano Pe Alamdar Alamdar | Uzair Abbas | Mola Abbas Noha | Haye Alamdar | New Noha 2021

Ab Tak Hai Zubano Pe Alamdar Alamdar | Uzair Abbas | Mola Abbas Noha | Haye Alamdar | New Noha 2021

4 January 2026

4 January 2026

ALI MAULANA ALI | Mesum Abbas | Nohay 2023 / Muharram 1445

ALI MAULANA ALI | Mesum Abbas | Nohay 2023 / Muharram 1445

قائد الجيش الإلهي | حيدر البياتي 1445 هـ

قائد الجيش الإلهي | حيدر البياتي 1445 هـ

Darya pe Utha Shor Alamdaar! Alamdaar!, Abbas Abbas! | Sautuliman Noha Aweel Volume 8 | Al-Jamea

Darya pe Utha Shor Alamdaar! Alamdaar!, Abbas Abbas! | Sautuliman Noha Aweel Volume 8 | Al-Jamea

Main Rahib Hoon | The Story of Rahib and Imam Hussain | Mesum Abbas Nohay | 2019 | 1441

Main Rahib Hoon | The Story of Rahib and Imam Hussain | Mesum Abbas Nohay | 2019 | 1441

13 Rajab New Manqabat 2026 | Ya Ali Madadi | Mola Ali Qasida 2026 | Mir Sajjad Mir | Mahdi Rasouli

13 Rajab New Manqabat 2026 | Ya Ali Madadi | Mola Ali Qasida 2026 | Mir Sajjad Mir | Mahdi Rasouli

Bas Maula Bulalain | Ali Shanawar | 2024 / 1446

Bas Maula Bulalain | Ali Shanawar | 2024 / 1446

SUNO HILAL SUNO | Mesum Abbas | REMAKE | Nohay 2023 / Muharram 1445

SUNO HILAL SUNO | Mesum Abbas | REMAKE | Nohay 2023 / Muharram 1445

Har Zamana Mere Hussain Ka Hai | Manqabat | Farhan Ali Waris | 2019

Har Zamana Mere Hussain Ka Hai | Manqabat | Farhan Ali Waris | 2019

Abbas Se Kehna Hai | Ali Jee | 2023 / 1445

Abbas Se Kehna Hai | Ali Jee | 2023 / 1445

Nohay 2020 | Laila Duain Kijiye Jeeta Rahay Akbar | Syed Raza Abbas Zaidi Noha 2020 | New Noha 2020

Nohay 2020 | Laila Duain Kijiye Jeeta Rahay Akbar | Syed Raza Abbas Zaidi Noha 2020 | New Noha 2020

ALI ALI MOULA HAIDER MOULA | SIBTAIN HAIDER | 13 RAJAB MANQABAT 2026

ALI ALI MOULA HAIDER MOULA | SIBTAIN HAIDER | 13 RAJAB MANQABAT 2026

Abal Fazl | Mesum Abbas Nohay 2021 | Muharram | Noha Hazrat Abbas

Abal Fazl | Mesum Abbas Nohay 2021 | Muharram | Noha Hazrat Abbas

Baba Jan

Baba Jan

Dariya Pe Hua Shor Aate Hain Alamdar || Ayaz Abbas Nowgawanvi || New Noha 2025

Dariya Pe Hua Shor Aate Hain Alamdar || Ayaz Abbas Nowgawanvi || New Noha 2025

Karbobala Naseeb Se Jana Naseeb Ho

Karbobala Naseeb Se Jana Naseeb Ho

MANAM GHULAM E HAZRAT E SHAH E NAJAF (a.s) || MUAZZAM ALI MIRZA & MUNTAZIR NAGRI | MANQABAT 2025-26

MANAM GHULAM E HAZRAT E SHAH E NAJAF (a.s) || MUAZZAM ALI MIRZA & MUNTAZIR NAGRI | MANQABAT 2025-26

Dil Mai Karbala Hai | Mesum Abbas | Muharram | New Noha 2021

Dil Mai Karbala Hai | Mesum Abbas | Muharram | New Noha 2021

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]