Ramadhan 1444H┇Ep 27┇Khaibar se Fath-e Makkah tak┇Hafiz Javeed Usman Rabbani┇Seeratun Nabi ﷺ
Автор: Markaz-us-Salaam Linashril Islam
Загружено: 2023-04-18
Просмотров: 15637
Описание:
Quiz Day 27 Questions:
https://forms.gle/S1MA1wNQeB4xxZux7
Quiz Day 26 Q/A:
1. Suleh Hudaibiyah ke baad Quraish ke kin sardaroñ ne fauri Islam qubool kiya?
Ans: Kaleed bin waleed RA, Amr bin aaas RA, Usman bin talhaa RA
2. Allah ke Rasool ﷺ ke Mohar par kya likha tha?
Ans: Allah Rasool Mohammed
3. Allah ke Rasool ﷺ ne Najjashi ki taraf jab khat bheja tho kis Sahabi ke zariye bheja?
Ans: Amr bin umaiya azzamri RA
4. Najjashi ka asal naam kya hai?
Ans: As'hama
5. Hazrat Najjashi rahimahullah ki wafat kab hui?
Ans: 9 Hijri
6. Maqauqis shah misar ke naam khat likha tho kis Sahabi ne us ko pohunchaya?
Ans: Hatib bin abi baltaa
7. Misar ka Baadshah maqauqis ne Hadiyatan Allah ke Rasool ﷺ ko kya bheja?
Ans: 2 Laundi (Mariya Qibtiya aur seerin) Ek kachchar jiska name duldul tha
8. Kya Misar ka Baadshah maqauqis Eemaan le aaya?
Ans: Nahi laaya
9. Faaras ka Baadshah ke paas kis Sahabi ne Allaah ke Rasool ﷺ ka khat le kar gaye?
Ans: Abdullah bin Huzafa RA
10. Iran ka jo Baadshah tha us ka naam kya tha?
Ans: Khusru Parvez
****************************************
Follow Us on: / markazussalaamoffical
Our YouTube Channel: / markazussalaam
****************************************
SUBSCRIBE NOW & COMMENT
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: