Ramadhan 1444H┇Ep 24┇Sulah Hudaibiya aur uska Nateeja┇By Hafiz Javeed Usman Rabbani
Автор: Markaz-us-Salaam Linashril Islam
Загружено: 2023-04-15
Просмотров: 14287
Описание:
Quiz Day 24 Link: https://forms.gle/RygsRgFekRxKy1cT9
-----------------------------------------------------------------------
Quiz Day 23 Q/A:
1. Waqia-e Ifk mein us Sahabi ka naam bataiye jinhone Abdullah bin Ubayi ke qatal ki ijazat maangi?
Ans: 01. Ans: Hazrat Umar (ra)
2. Waqia-e Ifk ki ittila amma Aayishah (ra) ko kis Sahabiya ne dee?
Ans: Umme Mistha (ra)
3. Hazrat-e Aayisha (ra) ke walidah ka naam kya hai?
Ans: Umme Rumman (ra)
4. Hazrat-e Aayisha (ra) ki baraa'at kis surat mein naazil huwi?
Ans: Surah Noor
5. Hazrat-e Aayisha (ra) ki bohtaan taraashi ke jurm mein kin kin Sahaba ko kodey maare gaye?
Ans: Hazrat Hassan bin Saabit (ra), Hazrat (ra). Aur Hazrat Hamnah binte Jahash (ra)
6. Abdullah bin Ubayi ke betey ka naam kya hai aur unhoñ ne aakar Allah ke Rasool ﷺ se kya kaha?
Ans: Dars mein iska Zikr Nahi hua
7. Us Sahabi ka naam kya hai jinhone amma Aayisha (ra) ko tanha dekhte hi apna oont le aakar bithaa diya?
Ans: Saffan bin Muatel
8. Hazrat-e Zaid bin Arqam (ra) ne jo ittila dee thee uski ta'eed mein kis surat mein kaunsi aayat utri?
Ans: Dars mein iska Zikr Nahi hua
9. Pardeh ka hukum kab nazil hua?
Ans: Dars mein iska Zikr Nahi hua
10. Us Sahabi ka naam bataiye jinhone hazrat-e Zainab (ra) ko talaaq dee?
Ans: Dars mein iska Zikr Nahi hua
****************************************
Follow Us on: / markazussalaamoffical
Our YouTube Channel: / markazussalaam
****************************************
SUBSCRIBE NOW & COMMENT
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: