Pregnancy Test Positive ke Baad bhi RISK? ECTOPIC PREGNANCY
Автор: Kamla Women Hospital Raipur
Загружено: 2026-02-06
Просмотров: 215
Описание:
Pregnancy test positive hone ke baad bhi agar pet dard, bleeding ya chakkar aa rahe hain, toh ise ignore na karein.
Ho sakta hai yeh Ectopic Pregnancy ho — jo ek serious medical emergency hai.
Is video mein hum detail mein samjhayenge:
✔️ एक्टोपिक प्रेग्नेंसी क्या होती है
✔️ इसके शुरुआती लक्षण (Symptoms)
✔️ कारण (Causes)
✔️ सही समय पर जाँच (Diagnosis)
✔️ इलाज के तरीके (Treatment Options)
✔️ कब तुरंत डॉक्टर को दिखाना ज़रूरी है
Ectopic Pregnancy tab hoti hai jab pregnancy uterus ke bajay fallopian tube ya kisi aur jagah develop hone lagti hai, jo maa ki jaan ke liye khतरनाक ho sakti hai.
👉 Early diagnosis se life save ho sakti hai.
Agar aap ya aapke kisi apne ko pregnancy ke dauran unusual symptoms dikh rahe hain, toh turant specialist doctor se consult karein.
📍 Video ko end tak dekhein, share karein aur awareness phailayein — kyunki sahi jaankari hi sabse badi suraksha hai.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: