ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

Fasl e Gul Khakh Hui Jab To Sada Di Tu Ne | Shahzad Ahmad

Автор: Kitab e Maazi

Загружено: 2021-01-09

Просмотров: 62916

Описание: Sad Urdu Poetry By Shahzad Ahmad
Recital Ahsan Shakeel

Fasl-e-gul khak hui jab to sada di tu ne
Ai gul-e-taza bahut der laga di tu ne

Teri khushbu se mere dil mein khile dard ke phul
So gai thi jo bala phir se jaga di tu ne

Meri aankhon mein andhere ke siwa kuchh bhi na tha
Is kharabe mein ye kya shama jala di tu ne

Zindagi bhar mujhe jalne ke liye chhod diya
Sabz patton mein ye kya aag laga di tu ne

Koi surat bhi rihai ki nahin rahne di
Aisi diwar pe diwar bana di tu ne

Main tere hath na chumun to ye na-shukri hai
Daulat-e-dard tamanna se siwa di tu ne

Kabhi kah dun to zamana mera dushman ho jae
Dil ko wo baat bhi chup rah ke bata di tu ne

Wo tere pas se chup-chap guzar kaise gaya
Dil-e-betab qayamat na utha di tu ne

Ise kahne ke liye lafz kahan se aae
Dastan-e-shab-e-gham kaise suna di tu ne

Us ko bhi us ki nigahon mein bahut khar kiya
Apni tauqir bhi mitti mein mila di tu ne

Kash wapas tujhe goyai na milti 'shahzad'
Bol kar aaj bahut baat badha di tu ne

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Fasl e Gul Khakh Hui Jab To Sada Di Tu Ne | Shahzad Ahmad

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Ab Nibhani He Paregi Dosti Jaisi Bhi Hai | Shahzad Ahmad | Urdu Sad Poetry

Ab Nibhani He Paregi Dosti Jaisi Bhi Hai | Shahzad Ahmad | Urdu Sad Poetry

Mujhe Apne Zabt Pe Naz Tha | Iqbal Azeem | Best Urdu Poetry

Mujhe Apne Zabt Pe Naz Tha | Iqbal Azeem | Best Urdu Poetry

Mera Payamber Azeem Tar Hai Muzafar Warsi

Mera Payamber Azeem Tar Hai Muzafar Warsi

Na Zuban-e-Shikwa Tu Le Saki Na Sada-e-Naala Draz Ho - Wahdat Rameez - Virsa Heritage Revived

Na Zuban-e-Shikwa Tu Le Saki Na Sada-e-Naala Draz Ho - Wahdat Rameez - Virsa Heritage Revived

Pat Jhar Mein Baharon Ki Fiza Dhond Raha Hai | Saghar Siddiqui Poetry | Sad Poetry

Pat Jhar Mein Baharon Ki Fiza Dhond Raha Hai | Saghar Siddiqui Poetry | Sad Poetry

Джем – Mujhe Teri Mohabbat Ka with lyrics | मुझे तेरी मोहब्बत का गाने के बोल | Aap Aaye Bahar Ayee

Джем – Mujhe Teri Mohabbat Ka with lyrics | मुझे तेरी मोहब्बत का गाने के बोल | Aap Aaye Bahar Ayee

Bara Dushman Bana Phirta Hai | Azaan Ali | APS Peshawar 2014 (ISPR Official Video)

Bara Dushman Bana Phirta Hai | Azaan Ali | APS Peshawar 2014 (ISPR Official Video)

Sharab | Haidar iQbal | Jaun Elia

Sharab | Haidar iQbal | Jaun Elia

Log Kehte Hain K Tu Ab Bhi Khafa Mujhse | Jaan Nisar Akhtar

Log Kehte Hain K Tu Ab Bhi Khafa Mujhse | Jaan Nisar Akhtar

Munir Niazi     منیر نیازی

Munir Niazi منیر نیازی

Poetry of Shahzad Ahmad | شہزاد احمد کی شاعری

Poetry of Shahzad Ahmad | شہزاد احمد کی شاعری

Kuch Bhi Tha Such K Taraf Dar Howa Krte The | Saleem Kausar | Sad Urdu Poetry

Kuch Bhi Tha Such K Taraf Dar Howa Krte The | Saleem Kausar | Sad Urdu Poetry

Jab Khoon Roti Hain Ankhain | Arpit Sharma | Sad Urdu Poetry

Jab Khoon Roti Hain Ankhain | Arpit Sharma | Sad Urdu Poetry

Most Popular Gazal | Jaane Wale | Ghulam Ali | Fiza Records

Most Popular Gazal | Jaane Wale | Ghulam Ali | Fiza Records

Shahzad Ahmed Shahzad

Shahzad Ahmed Shahzad

Ik husn ki devi se by Ikraam mehdi

Ik husn ki devi se by Ikraam mehdi

Jo ALLAH Se Ishq o Mohabbat Chahta hai ye Video Sun Le | PeerZulfiqarAhmadNaqshbandiOfficial

Jo ALLAH Se Ishq o Mohabbat Chahta hai ye Video Sun Le | PeerZulfiqarAhmadNaqshbandiOfficial

Apni Tasveer Ko Ankhon Se Lagata Kia Hai | Shahzad Ahmad | Sad Urdu Poetry

Apni Tasveer Ko Ankhon Se Lagata Kia Hai | Shahzad Ahmad | Sad Urdu Poetry

Insha Ji Utho - Naseem Ali Siddiqui | Amanat Ali Khan | Live Performance in Hattian

Insha Ji Utho - Naseem Ali Siddiqui | Amanat Ali Khan | Live Performance in Hattian

"RUKHSAT HOWA TU ANKH MILA KAR NAHI GAYA"

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]