Alqama Ansari - 21
Автор: Alqama Ansari
Загружено: 2026-01-07
Просмотров: 254
Описание:
Alqama Ansari - 21 ( Official Video)
Steam & Download https://fanlink.tv/sabrthealbum
Written, Composed & Sung by Alqama Ansari
Produced, Mix & Mastered by Ashay Raut
Directed & Edited by Alqama Ansari
Cinematography by Amaan Ansari, Amaan Ul Arab & Adil Ansari
Urdu Subtitle - Zaid Saaz
LYRICS
Chal mile wahi
Chal mile wahi
Unhi rahon main
Garm bahon main
Unhi rahon main
Garm bahon main
Jahan tera mera
Ek thikana tha
Jahan tera mera
Ek thikana tha
Chal mile wahi
Nhi choda hai makan teri yaadon ka
Sajaya hai bagicha teri baaton ka
Inhi foolon se to teri meri baat hoti
Warna raat chubhti jaise bistar ho kanto ka
Ab to guftugu na rahi teri meri
Thi jo rahe bat gai meri teri
Har saza ban gai teri meri
Dil duaa bas karey teri teri
(Uhh)
Tu pura main aadha hi sahi
Tut jaye jo wada hi nhi
Befizul janejaan
Kya mila kya pata
Dil diya fir dil dukha
Khudse hi main ja mila
Main sarfira main sarfira
Wadein sare kar chala
Main sarfira
(Uhh)
Main sarfira main sarfira
Wadein sare kar chala
Main sarfira
Main sarfira main sarfira
Bekhabar main na tha
Tujhse dur jaane ka
Kya karu kya pata
Kya karu kya pata
Kya karu kya pata
Tujhse dur jaane ka
Socha hi na tha
Socha hi na tha
Tu mila to sab mila
Tu gaya to bas gila
Tu mila to sab mila
Tu gaya to bas gila
Dard ka hai silsila
Dard ka hai silsila
Dard ka hai silsila
Dard ka hai silsila
Tu gaya to bas gila
Tu gaya to bas gila
Tu gaya to bas gila
Tu gaya to bas gila
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: