Ritu Bhakti Sagar

Ritu Bhakti Sagar ek pavitra bhakti channel hai jo aapke jeevan mein shanti, shraddha aur divyata laata hai. Yahan aapko milenge man ko chhoo lene wale bhakti geet, bhajans, aartis, mantras aur kirtans jo aapke din ki shuruaat ko aur bhi pavitra bana denge.

Har din judiye ek naye bhakti anubhav ke saath aur mehsoos kijiye apne andar bhakti ka saagar.

🕉️ Subscribe kijiye Ritu Bhakti Sagar ko – jahan har geet mein basta hai bhagwan ka naam.