“Late Night Karahi Plan 😂 | Doston Ke Sath Full Masti & Cooking Vlog”
Автор: USK
Загружено: 2026-01-13
Просмотров: 59
Описание:
Is vlog mein hum sab dost mil kar aik zabardast late night karahi plan banate hain 😂
Sab se pehle hum pyaz, masalay aur saman waghera ikatha karte hain, phir sab cheezon ko proper tarteeb se set kiya jata hai.
Raat 8 baje ke qareeb achanak karahi khanay ka dil ban jata hai 😋
Phir shuru hoti hai full preparation, thori si ghapla giri, bohat saari hansi mazaq aur doston ke darmiyan zabardast team work 🤝
Is vlog ke beech beech mein aapko mile gi:
Real dosti
Funny moments 😂
Late night food vibes 🌙
Aur thori si afra tafri jo vlog ko aur bhi entertaining bana deti hai
Agar aapko friends ke sath real life fun, cooking vlog aur late night food scenes pasand hain to ye vlog aap ke liye hai ❤️
👉 Like, Share aur Channel ko Subscribe zaroor karein taake aisi aur bhi masti bhari videos aati rahen!
@uskoont
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: