Achko Machko Ka Karoon Raam(((❤️ Jhanakr❤️))) Itihaas (1997), Alka Yagnik Songs | Gora Mukhda Hai
Автор: Jhankar Masti
Загружено: 2023-03-27
Просмотров: 14214
Описание:
Achko Machko Ka Karoon Raam(((❤️ Jhanakr❤️))) Itihaas (1997), Alka Yagnik Songs | Gora Mukhda Hai
Song : Achko Machko Ka Karoon Raam
Movie/album: Itihaas
Singers: Alka Yagnik
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Dilip Sen, Sameer Sen
Music Director: Dilip Sen, Sameer Sen
Music Label: T-series
Starring: Ajay Devgn, Twinkle Khanna, Amrish Puri, Raj Babbar, Shakti Kapoor, Sapna Bedi, Aruna Irani, Mohnish Bahl, Neelima Azim, Arun Bakshi, Mukhtar Khan
Release on: 20th June, 1997
#best_jhankar_collection #90s_evergreen_song #dx2music #romantic_song #tophitsoulsongs2022 #alka_yagnik #jhankar_masti #jhankar_song #old_gold #oldhitssongs #Flowersjhankar #Bollywood_Song #bollywoodsongs
Achko machko ka karoon raam
Achko machko ka karoon raam
Ho gora mukhda hai
Gora mukhda hai us pe lat kaali
Achko machko ka karoon raam
Gora mukhda hai us pe lat kaali
Achko machko ka karoon raam
Satrah se main attarah hone waali
Achko machko ka karoon raam
Satrah se main attarah hone waali
Achko machko ka karoon raam
Mera joban hai
Mera joban hai phulva ki daali
Achko machko ka karoon raam
Mera joban hai phulva ki daali
Achko machko ka karoon raam
Satrah se main attarah hone waali
Achko machko ka karoon raam
Satrah se main attarah hone waali
Achko machko ka karoon raam
Gora mukhda hai
Jab jab dekhoon main aaina sharm mujhe kyun aaye
Anjaani si pyaas uthe koi naagin si das jaaye
Koyi kaanta chubha kya are na re na
Kahin dard hua kya are na na na
Chhod mujhe gori na kar jora jori
Baat kisi ki bhi main maanoon na
Pehle gul thi
Ho pehle gul thi ab gulnaar hui
Achko machko ka karoon raam
Aisi haalat to pehli baar hui
Achko machko ka karoon raam
Ye jawaani badi dushvaar hui
Achko machko ka karoon raam
Gora mukhda hai
Dhire dhire bachpan beeta lambi ho gayi chhoti
Jab se aayi mast jawaani ho gayi kurti chhoti
Koi sapnon mein aaya are na re na
Saari raat jagaya na na na na
Bol sakhi aise gazab hua kaise
Ye kaisa zehar hai main jaanoon na
Meri choli ke
Ho meri choli ke toote sab dhaage
Achko machko ka karoon raam
Dhak dhak jiyara pe current laage
Achko machko ka karoon raam
Raam jaane na kya hoga aage
Achko machko ka karoon raam
Gora mukhda hai
Ho gora mukhda hai us pe lat kaali
Achko machko ka karoon raam
Gora mukhda hai us pe lat kaali
Achko machko ka karoon raam
Satrah se main attarah hone waali
Achko machko ka karoon raam
Achko machko ka karoon raam
Achko machko ka karoon raam.
#Jhankar_Masti
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: