🌙 Islamic Teachings for Toddlers | Islamic Parenting Series Ep 5 🧸 Toys Aur Food Share Karna
Автор: Islamic Parenting Tips
Загружено: 2025-10-06
Просмотров: 125
Описание:
Assalamualaikum walideen! 🌸
Is episode 5 me hum apne toddlers ko sikhayenge ke toys aur food share karna Islam ka khoobsurat adab hai. 🧸🍎
Nabi ﷺ ne hamesha bachon ko rehmat aur pyaar sikhaya, jisme dusron ke saath cheezein share karna ek bht badi sunnat hai.
Aapke bachon ke liye ye choti si sunnat inke andar dayalu aur generous nature paida karegi. 💕
👶 Islamic Parenting Series toddlers ke liye specially banayi gayi hai taake maa baap asaan taur par sunnat sikha saken.
#IslamicParenting #Toddlers #IslamicTeachings #SharingIsCaring #SunnahParenting #MuslimKids #IslamicManners #ParentingTips #IslamForKids #IslamicShorts
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: