ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

Pahadi Shareef Dargah Ramp Ka Kaam Dobara Shuru |9 Crore Ka Mansuba Zaireen Ke Liye Khushkhabri

Автор: Munsif News 24x7

Загружено: 2026-01-13

Просмотров: 1848

Описание: #Munsif #MunsifNews #MunsifNews24x7 #MunsifDaily #MunsifHyderabad #MunsifIndia #TelanganaNews #hyderabadnewschannel

Pahadi Shareef Dargah Ramp Ka Kaam Dobara Shuru |9 Crore Ka Mansuba Zaireen Ke Liye Khushkhabri

Hyderabad ke mashhoor roohani markaz Dargah Hazrat Baba Sharfuddinؒ Pahadi Shareef tak pahunchne ke liye banaye ja rahe ramp ka kaam ek lambi taakhir ke baad dobara shuru ho gaya hai.

Yeh project 2018 mein shuru hua tha, jab hukumat ne is ke liye 9 crore 60 lakh rupay ka budget manzoor kiya tha. Mansube ka maqsad zaireen ko gaari ke zariye dargah tak asaan aur mehfooz rasai dena tha.

950 foot lamba ramp 9 mahine mein mukammal hona tha, lekin funds ki kami ke sabab kaam baar baar rukta raha. Ab AIMIM aur zaireen ke dabao ke baad Waqf Board ne kuch funds jari kiye, jis se kaam phir se shuru ho gaya hai.

Filhaal zaireen ko dargah tak pahunchne ke liye 360 seedhiyan chadhna padti hain. Har saal Telangana, Andhra Pradesh, Maharashtra aur Karnataka se hazaron aqeedatmand yahan hazri dete hain.

Hazrat Baba Sharfuddin Suharwardiؒ 1190 Isvi mein Baghdad se Deccan aaye aur Balapur mein qiyam farmaya. Aap Deccan ke ibtidaai sufi buzurgon mein shamil hain.

Puri khabar aur taaza updates ke liye video dekhiye.

#PahadiShareef #BabaSharfuddin #HyderabadNews #DargahUpdate #RampProject #Zaireen #IslamicHeritage #WaqfBoard #AIMIM #ReligiousNews

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Pahadi Shareef Dargah Ramp Ka Kaam Dobara Shuru  |9 Crore Ka Mansuba  Zaireen Ke Liye Khushkhabri

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Siasat ki khabrein 14th Jan 2026

Siasat ki khabrein 14th Jan 2026

Numaish Hyderabad: Hindustan ki Sab Se Badi Exhibition ki Gumshuda Virasat | Deccan Diaries Ep. 35

Asaduddin Owaisi Aurangabad Speech: औरंगाबाद में दमदार बोले ओवैसी! | BMC Election 2026 | Maharashtra

500 Saal Purani Masjid Tayyaba Khasta Haal | Qutb Shahi Tombs Hyderabad | Heritage in Danger

14th Jan 2026 Makkah Fajr Sheikh Juhany

14th Jan 2026 Makkah Fajr Sheikh Juhany

ГРОМКОЕ ЗАДЕРЖАНИЕ ФСБ! Экс-депутат и “взятка в особо крупном” — что известно сейчас

Bangalore Ki 6 Badi Dargah Aur 6 Karamat | Siya Posh Baba | Lalu Bhai Qasir | Kamli Peer Dargah

What about Greenland? گرین لینڈ کی کیا کہانی ہے؟

HYDERABAD :-  Musheerabad Police Achieves Major Success, Hyderabad City Police Emerges as a Model of

क्या असदुद्दीन ओवैसी और चंद्रशेखर आजाद के साथ मिलेंगे आजम खान? 2027 चुनाव से पहले ले सकते हैं फैसला

Shazaib Naami Naujawan Qareeb 7 Lakh Rupay Ke Chinese Manjay Ke Saath Giraftaar | SACH NEWS,

दुनिया के दादा, ट्रंप बाबा!!

दुनिया के दादा, ट्रंप बाबा!!

Muslim Community Ko Khuli Dhamki | Viral Video Par Police Action Kab Lege ?

Charminar Tamasha Of Duty Police Officer Ka Zulm | Awwam Ka Gussa

Traffic Challan Discount Controversy : Revanth Reddy Ke Traffic Challan Ke Bayan Par Awam Mein Gussa

मुस्लिमों पर आई रिपोर्ट से भारत में मचा हड़कंप! पूरी दुनिया थूक रही! | SAJC report India |

Numaish 2026: Nampally Exhibition Traffic | Hyderabad Roads Jam | Daily Commuters Pareshan

Cleaning Worker Became Hero is Saudi Arabia - Makkah Viral Video of This Man | Umrah Pilgrims

D Arvind Ke Bayan Ke Baad Nawab Najaf Ali Khan Ka Karara Jawab | Kha Tum Kya jante Hoo

NUMAISH | Hyderabad's 85th Exhibition 2026 | Explore with @bhukkanawab

© 2025 ycliper. Все права защищены.

  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности

Контакты для правообладателей: [email protected]