Natural Resources of Pakistan Urdu / Hindi | پاکستان کے قدرتی وسائل
Автор: Tabeer TV
Загружено: 2018-08-05
Просмотров: 330705
Описание:
Asslam,o Alaikum
Natural Resources of Pakistan Urdu / Hindi
Bazahir chota sa wajood rekhnay walay pakistan k andhar Allah Pak ne kya kuch samoya hai is video mein dekhein pakistan baypanah jughrafiyai ahmiyat ka hamil mulk hai aur is per aik waqt mein duniya ki teen berhi super powers inhisar kerti hain.
Pakistan ki samandfri hadood khaleej faras k sath milti hain yeh china aur janoobi asia ka gate way hai ye russia ko wasti asiai rayaston aur afghanistan ko behr e hind aur baheerah e arab k garam paniyon tak rasai faraham kerta hai.
Pakistan tail ki dolat se mala maal khaleej faras aur aabnaey harmuz k qareeb waqay hai yeh janoob asia aur magharbi aisa k dermiyan pul hai.
Pakistan darah khayber k zariye aghanistan tak aur sharah e karakorum k zariye china tak rasai faraham kerta hai karachi aik bohat berhi banadar gaah aur duniya bher k behri jahazon mein eendhan bhernay ka aik berha adah hai jab k pakistan ka doosra sahil gawadar poori duniya ki abadi ko dho hisson mein taqseem kerta hai gawadar ka sahil behr e hind ko control ker saakta hai.
#Naturalresources #Pakistan #Economy
Webs and Channels
Video Library - No copyright Footage
No Copyright Videos
FREE ISLAMIC PRODUCTION
No Copyright Motion Graphics
______________________________
We need Your Support.
Respect to all my followers.
Like, Comment and Share.
Please Subscribe Taseer TV
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: