Rock Paper Scissors Panipuri Challenge
Автор: The Jay Veeru Show
Загружено: 2026-01-26
Просмотров: 1354
Описание:
Aaj humne ek fun team game khela jisme humne table par panipuri rakhi.
Players ko 2 teams me divide kiya gaya.
Rules:
Do players Rock Paper Scissors khelte hain.
Jo player jeetta hai, wo tab tak panipuri khata hai
jab tak opposite team ka next player uske paas nahi aa jata.
Jo haarta hai, wo apni team ke next player ko bhejta hai.
Ye video sirf entertainment ke liye banayi gayi hai.
Game adult supervision me record kiya gaya hai
aur koi unsafe activity nahi ki gayi.
Enjoy the fun 😄
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: