Wali Rahmani’s Fiery Speech | Waqf Amendment Bill Protest | Gandhi Maidan Patna
Автор: M A FRESH MEDIA
Загружено: 2025-08-09
Просмотров: 42923
Описание:
Wali Rahmani’s Fiery Speech | Waqf Amendment Bill Protest | Gandhi Maidan Patna
Wali Rahmani, Hindustan ke sabse kam umr ke teacher aur motivational speaker, ne Waqf Amendment Bill ke khilaf ek itihasik andolan me apni zabardast taqreer se croreon dil jeet liye.
Yeh Desh Bachao Dastur Bachao Andolan ka hissa tha jo Imarat-e-Shariah Patna ke zariye Gandhi Maidan me hua, jisme kam se kam 10 lakh log shamil hue.
Apne jazbati alfaaz aur shayerana andaz me BJP sarkar ko karara jawab dete hue Wali Rahmani ne kaha:
"Shakhon se toot jaye hum wo patte nahi, in aandhiyon se kah do aukaat me rahe."
Is taqreer me unhone wafadari, aman, insaaf aur qaumi ekta ka paigham diya, aur saaf kaha ki:
"Bill wapas lo warna hum aman se ladenge, marenge, katnenge."
Yeh video un sab ke liye hai jo haq aur insaaf ki awaaz ko pasand karte hain.
📍 Location: Gandhi Maidan, Patna, Bihar
📍 Event: Desh Bachao Dastur Bachao Andolan
📍 Organizer: Imarat-e-Shariah Patna
#WaliRahmani #WaqfBill #ProtestSpeech #GandhiMaidan #DeshBachaoDasturBachao #ImaratEShariah #BJPProtest #IslamicYouthLeader #MuslimRights #PoliticalSpeechIndia
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: