Hazrat Ali aur Hazrat Fatima ka Waqia | Ghar Kay Kaam, Aulaad Ki Parwarish aur Tasbeeh Fatimi
Автор: baneen batool
Загружено: 2026-01-19
Просмотров: 99
Описание:
Hazrat Ali aur Hazrat Fatima ka Waqia | Ghar Kay Kaam, Aulaad Ki Parwarish aur Tasbeeh Fatimi
Hazrat Ali aur Hazrat Fatima ka bohat pyara aur sabaq amoz waqia jahan Hazrat Ali رضی اللہ عنہ Hazrat Fatima رضی اللہ عنہا ko ghar kay kaamon aur aulaad ki parwarish kartay dekhtay hain۔
Aik din Hazrat Ali dekhtay hain kay Hazrat Fatima kay hathon par kaam ki wajah say chalay ban gaye hain۔ Is par Hazrat Ali unhein Hazrat Muhammad ﷺ kay pass bhejtay hain۔
Rasool Allah ﷺ unhein kaniz denay kay bajaye aik azeem wazifa batatay hain jo baad mein Tasbeeh Fatimi kay naam say mashhoor hui۔
Yeh waqia sabar, mehnat, ghar ki zimadari aur Allah par yaqeen ka behtareen sabaq deta hai۔
#hazrataliwisdom #hazratfatima #TasbeehFatimi #islamicwaqia
#rasoolallah #sabaraurshukar #islamicbayan #deenimaloomatinurdu
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: