दिल की उलझनों को सुलझाते हुए 70s में आये इस गाने ने लोगो के सारी समस्याओं को ख़तम कर दिया | Old Song
Автор: Lataji Ke Gaane
Загружено: 2025-04-17
Просмотров: 19525
Описание:
#bollywoodsongs #hindisong #oldsong
Song: Dil Kaanto Mein Uljahaya Hai Ke Ek Dushman Pe Pyar Aaya
Movie : Barood ( 1976)
Singer : Lata Mangeshkar
Music By / Lyricist : Sachin Dev Burman, Anand Bakshi
Starring Rishi Kapoor
Lyrics of Dil Kaanto Mein Uljahaya Hai Ke Ek Dushman Pe Pyar Aaya - दिल काँटों में उलझाया है के एक दुश्मन पे प्यार आया है
dil kanto me uljhaya hai ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kanto me uljhaya hai ke ek dusman pe pyar aaya hai
shola sabnam me lahraya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me
jadu sa chalne laga hai mausam badalne laga hai
jadu sa chalne laga hai mausam badalne laga hai
lagta hai mere sine se dil bahar nikalne laga hai
shisha pathar se takraya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me uljhaya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me
na pas aane diya hai na dur hone diya hai
na pas aane diya hai na dur hone diya hai
na hotho ko hasne diya hai na aankho ko rone diya hai
bada jalim ne tadpaya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me uljhaya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me
aisa sitamgar kaise saiyan bana re na jane
jab tak ho saka ye hamse ham ruthe rahe nahi mane
yahi gussa ye rang laya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me uljhaya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
shola sabnam me lahraya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: