how does a chameleon change it's colour ? chameleon, colour
Автор: Ajit Kumar
Загружено: 2025-10-11
Просмотров: 252
Описание:
How does a chameleon change its colour?
chameleon colour change
girgit apna rang kaise change karta hai
girgit rang kaise badlta hai
girgit ki akhen kaise hoti hai
girgit ki jeebh me kya laga rahta hai
Ham sab Ne ye kahawat suni hogi ki
Girgit se jyada to insaan rang badalte hai ,
Ye kahawat kitna sach hai ye to aapko pata hi hoga comment me jarur bataiyega,
Lekin ye nahi pata hoga ki girgit rang kaise badlte hai.
Chalo Mai Bata hu ,
Basically girgit apne ke mood ke hisab se rang badalta hai, yani gussa ho to koi aur rang santi ho to koi aur rang.
Girgit ke sarir ke skin me nanocrystal elements paye jate hai jo light ko reflect kar dete hai jisse hme agal 2 rang dikhyi dete hai .
Iske alawa girgit ki jeebh uski body ki lambai se dugani hoti hai.
Yani girgit ki lambai itni hai to uske jeebh ki lambai itni hogi.
Aur iski dono akhen swatantra roop se alag 2 dekh sakte hai iska matlab girgit ki ek akhen idhar dekh rahi hai to dusri akhen udhar kahi dekh sakti hai jisse girgit apni body ko bina hilaye charo taraf dekh sakta hai.
Agar aap aise knowledge, scientific, informative aur fact se related videos dekhna chahta hai to like karke subscribe kar lijiye aur follow bhi kar lijiye jai hind.
यह खूबसूरत नज़ारा नॉर्वे की अटलांटिक रोड का है, जो मानो सीधी चाँद की ओर जाती हुई सड़क लगती है।
#chameleon #newfact #viralshorts #chameleons #colors #change #factshorts #factsinhindi #youtuber #gkindia #gkquiz #sciencefacts #scienceexperiment #chameleonlove #facttechz #ajitkumarfact #newfactsvideos #viral_video #reelsfacts
Повторяем попытку...

Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: