भांग के बीज की पहाड़ी चटनी बनाने की विधि | Bhang Ki Chatni | Hemp seeds chutney recipe |uttrakhand
Автор: FoodzLife
Загружено: 2018-08-04
Просмотров: 197613
Описание:
Bhang ki chutney hamp seeds bhang ke beej ki chutney bhang ki chutney ki uttrakhand special chutney hemp seed chutney cannabis foodzlife भांग की चटनी बनाने की विधि
#hempseeds
#chutney
#चटनी
#bhang
buy online hemp seeds 👉 https://www.qtrove.com/products/hemp-...
Bhang ka naam sunte hi mind me nashe ka khayal ata hai lekin bhang ke beej me koi nasha nahi hota, eski taseer garm hoti hai aur thande pradesho ke log bhang ke beej ko apne khane me shamil karte hain. Uttrakhand ki yeh famous dish hai. Bhang ki chutney khane me bdi tasty lagti hai specialy Ghee wali Roti ke sath. mujhe esi tareh se khana pasand hai. aap bhang ki chatuney apne khane me dal chawal ke sath ya fir apne tiffin me ya snacks ke sath le sakte hain. Bhang ki chutney ko agar thandiyon me khaye to eske kafi fayde hain. To I hope guys ki apko yeh recipe unique lagegi aur pasand ayegi. Like aur share kijiyega.
Happy Cooking
Thankyou
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: