Manragh | Main Agar | New Song | Sad song |
Автор: MANRAGH
Загружено: 2026-02-27
Просмотров: 8
Описание:
Main agar sitaaron se chura ke laaun roshni Main agar sitaaron se chura ke laaun roshni hawaaon se chura ke laaun raagini hawaaon se chura ke laaun raagini na poori ho sakegi unse magar teri kami na poori ho sakegi unse magar teri kami main agar nazaaron se chura ke laaun rangatein main agar nazaaron se chura ke laaun rangatein mazaaron se chura ke laaun barkatein mazaaron se chura ke laaun barkatein na poori ho sakegi unse magar teri kami na poori ho sakegi unse magar teri kami
ye duniya paraayi hai, bas ek apna hai tu ye duniya paraayi hai, bas ek apna hai tu jo sach ho mera wo savere ka sapna hai tu jo sach ho mera wo savere ka sapna hai tu dekhoonga tera raasta, ho kuch tujhe bas Khuda-na-khasta dekhoonga tera raasta, ho kuch tujhe bas Khuda-na-khasta
ho, tere bina umr ke safar mein bada hi tanha hoon main ho, tere bina umr ke safar mein bada hi tanha hoon main raftaar jo waqt ki pakad na sake wo lamha ho main faagun ke mahine tere bina hain feeke faagun ke mahine tere bina hain feeke jo tu nahi to saare saawan mere sookhe jo tu nahi to saare saawan mere sookhe main agar kitaabon se chura ke laaun qaayde
Main agar kitaabon se chura ke laaun qaayde hisaabon se chura ke laaun faayde hisaabon se chura ke laaun faayde na poori ho sakegi unse magar teri kami na poori ho sakegi unse magar teri kami main agar sitaaron se chura ke laaun roshni main agar sitaaron se chura ke laaun roshni hawaaon se chura ke laaun raagini hawaaon se chura ke laaun raagini na poori ho sakegi unse magar teri kami na poori ho sakegi unse magar teri kami
ye duniya paraayi hai, bas ek apna hai tu ye duniya paraayi hai, bas ek apna hai tu jo sach ho mera wo savere ka sapna hai tu jo sach ho mera wo savere ka sapna hai tu dekhoonga tera raasta, ho kuch tujhe bas Khuda-na-khasta dekhoonga tera raasta, ho kuch tujhe bas Khuda-na-khasta
—na-khasta —na-khasta —na-khasta —na-khasta Khuda-na-khasta Khuda-na-khasta
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: