ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

Mere Humsafar Tujhe Kya Khabar | Amjad Islam Amjad | Urdu Poetry

Автор: Meero Poetry

Загружено: 2023-02-09

Просмотров: 4597

Описание: Janab Amjad Islam Amjad Sahab Ki Ek Mashoor Ghazal
Awaz - Meero Baloch
Lyrics

Mere Ham-Safar Tujhe Kya Khabar
Yeh Jo Vaqt Hai Kisi Dhuup Chhaaon Ke Khel Sa
Use Dekhte, Use Jhelte
Miri Aankh Gard Se At Gayi
Mire Khwaab Ret Men Kho Gaye
Mire Haath Barf Se Ho Gaye
Mire Bekhabar Tire Naam Par
Voh Jo Diip Jalte The Baam Par
Voh Nahiin Rahe
Voh Nahiin Rahe K Jo Ek Rabt Tha Darmiyaan
Voh Bikhar Gaya
Kisii Shaam Aisii Hava Chali
K Jo Barg The Sar-E-Shaakh-E-Jaan Voh Gira Diye
Voh Jo Harf Darj The Ret Par Woh Uraa Diye
Voh Jo Raaston Ka Yaqiin The
Voh Jo Manzilon Ke Amiin The
Voh Nishaan-E-Paa Bhii Mita Diye
Mire Ham-Safar Hai Vohii Safar
Magar Ek Mor Ke Farq Se
Tire Haath Se Mire Haath Tak
Voh Jo Haath Bhar Ka Tha Faasla
Kaii Mausmon Men Badal Gaya
Use Naapte, Usse Kaatte
Mira Saara Vaqt Nikal Gaya
Tuu Mire Safar Ka Shariik Hai
Main Tire Safar Kaa Shariik Huun
Yeh Jo Darmiyaan Se Nikal Gaya
Usii Faasle Ke Shumaar Men
Usii Be_Yaqiin Ke Ghubaar Men
Usii Rehguzar Ke Hisaar Men
Tira Raasta Koii Aur Hai
Mira Raasta Koii Aur Hai!

#sadpoetry #shayari #amjadislamamjad

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Mere Humsafar Tujhe Kya Khabar | Amjad Islam Amjad | Urdu Poetry

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Учит ли Коран убийству евреев? Утверждение человека, подкрепленное доказательствами.//Dr.Zakir Naik

Учит ли Коран убийству евреев? Утверждение человека, подкрепленное доказательствами.//Dr.Zakir Naik

Tumhen mujhse muhabat hai | Amjad Islam Amjad Poetry

Tumhen mujhse muhabat hai | Amjad Islam Amjad Poetry

Shaitan Ka Aghaz Aur Uski Kahani | Origin of Shaitan Explained | Dr Israr Ahmed

Shaitan Ka Aghaz Aur Uski Kahani | Origin of Shaitan Explained | Dr Israr Ahmed

"Mere Humsafar, Tujhe kya Khabar! Farah Sadia ne Nazm Suna kar Mehfil ko Ashkbaar kar Diya 💔😥"

Malika Pukhraj - Dard Se Mere Hai - Ghazal

Malika Pukhraj - Dard Se Mere Hai - Ghazal

Mah e Rajab Blessings. #education #quotes #spirituality #islamicvideo

Mah e Rajab Blessings. #education #quotes #spirituality #islamicvideo

Shab_e_Meraj Ki Raat Ibadat Karna Ya Jagna || Kya Aur Iske Agale Din Roza Rakhna Mina Hai

Shab_e_Meraj Ki Raat Ibadat Karna Ya Jagna || Kya Aur Iske Agale Din Roza Rakhna Mina Hai

Jaun Elia, Parveen Shakir & Ahmed Faraz 💔 | Best Urdu Poetry Mix | Sad Romantic Shayari Compilation

Jaun Elia, Parveen Shakir & Ahmed Faraz 💔 | Best Urdu Poetry Mix | Sad Romantic Shayari Compilation

«Сыграй На Пианино — Я Женюсь!» — Смеялся Миллиардер… Пока Еврейка Не Показала Свой Дар

«Сыграй На Пианино — Я Женюсь!» — Смеялся Миллиардер… Пока Еврейка Не Показала Свой Дар

Amjad Islam Amjad Best Poetry | Famous Poet Amjad Islam Amjad Passes Away

Amjad Islam Amjad Best Poetry | Famous Poet Amjad Islam Amjad Passes Away

Tujhe Kya Khabar Mere Humsafar

Tujhe Kya Khabar Mere Humsafar

Amjad Islam Amjad | Last Live Show | Urdu Poetry Art Council Karachi Pakistan | Ishq-E-Bismil

Amjad Islam Amjad | Last Live Show | Urdu Poetry Art Council Karachi Pakistan | Ishq-E-Bismil

Mirza Ghalib Shayari | Urdu Poetry | Season 1 Complete

Mirza Ghalib Shayari | Urdu Poetry | Season 1 Complete

ДУА УТРОМ — НАЧНИ ДЕНЬ С АЛЛАХОМ 🌅🕋

ДУА УТРОМ — НАЧНИ ДЕНЬ С АЛЛАХОМ 🌅🕋

Without Music Urdu Ghazal | Wo jazbon ki tijarat thi | Hassan Anzar | Dil Ki Duniya | Gojal | Nazam

Without Music Urdu Ghazal | Wo jazbon ki tijarat thi | Hassan Anzar | Dil Ki Duniya | Gojal | Nazam

JAUN ELIA , MUSHAIRA, MIND BLOWING POETRY , SAD-ROMANTIC EMOSTIONAL ....

JAUN ELIA , MUSHAIRA, MIND BLOWING POETRY , SAD-ROMANTIC EMOSTIONAL ....

Amjad Islam Amjad reciting his Ghazal & Nazm at Jashn-e-Rekhta-2015

Amjad Islam Amjad reciting his Ghazal & Nazm at Jashn-e-Rekhta-2015

Wo Jo Geet Tumne Suna Nahi | Amjad Aslam Amjad Shayari | Urdu Safha

Wo Jo Geet Tumne Suna Nahi | Amjad Aslam Amjad Shayari | Urdu Safha

Sad Poetry In Urdu| Parveen Shakir | urdu mushaira|Pakistani mushaira| Urdu Poetry love sad Romantic

Sad Poetry In Urdu| Parveen Shakir | urdu mushaira|Pakistani mushaira| Urdu Poetry love sad Romantic

امجد اسلام امجد||Amjad islam Amjad | Nazm |agar kabhi meri yaad aaye toh

امجد اسلام امجد||Amjad islam Amjad | Nazm |agar kabhi meri yaad aaye toh

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]