Raksha Bandhan Manane Ki Parampara Kab Se Shuru Hui ? | Raksha Bandhan Ka Itihas | Hamara Ateet |
Автор: Hamara Ateet
Загружено: 2025-08-05
Просмотров: 21900
Описание:
Website - www.jagranmantra.com
Facebook Page - / hamaraateet
Telegram - https://t.me/HamaraAteet.
More Detail -
All Playlists
1.Mathematics
• Плейлист
2.प्राचीन भारत का इतिहास
• प्राचीन भारत का इतिहास
3.मध्यकालीन भारत का इतिहास
• मध्यकालीन भारत का इतिहास
4.Modern History Of India
• Modern History Of India
5.ऐतिहासिक ग्रन्थ
• ऐतिहासिक ग्रन्थ
6.राजपूतों का इतिहास
• राजपूतों का इतिहास
7.महान व्यक्तियों के जीवन परिचय
• महान व्यक्तियों के जीवन परिचय
8.इतिहास के प्रश्न और उत्तर
• इतिहास के प्रश्न और उत्तर
9.अधिनियम और आन्दोलन
• अधिनियम और आन्दोलन
10.भारतीय संविधान
• भारतीय संविधान
Sawan ka mahina jise Shravan mah ke naam se bhi jana jata hai. Shravan mah ki Purnima ko Raksha Bandhan manaya jata hai jise vishesh roop se bhai-behan ke utsav ka darja diya jaata hai, kyunki aisa mana jaata hai ki is din behan apne bhai ko rakhi bandhti hai. Jiske badle mein bhai apni behan ko suraksha ka vachan deta hai.
Mahabharat ke anusar, Bhagwan Shri Krishna ki ungli kat jane par Draupadi ne apni sari ka tukda fadkar unki ungli par bandh diya tha. Iske badle mein Bhagwan Shri Krishna ne Draupadi ko raksha ka vachan diya tha aur Draupadi ke cheerharan ke samay unki raksha ki thi. Is katha ki poori jankari Mahabharat ke Vanparv mein milti hai.
Jain dharm mein Raksha Bandhan ko Shravanik Parv ke naam se jaana jaata hai. Jain dharm mein Shravanik Parv ko Sawan mah ki Purnima ko manaya jaata hai jo mukhyatah Raksha Bandhan ka hi din hota hai. Is pavitra din par Jain sadhu-sadhviyan aur shravak-shravikayein ek doosre ko raksha sutra baandhte hain. Jain dharm granthon ke anusar, Bhagwan Mahavir se unke shishya ne buri vipattiyon se suraksha hetu raksha sutra bandhne ki prarthana ki thi.
Bauddh granthon mein raksha sutra ki parampara ko Rakkha Sutam Divasam arthaat “sutto ki raksha karne wala din” ke naam se jaana jaata hai. Rakkha Sutam Divasam ki jankari Vinay Pitak ke Kullavagga aur Mahavagga mein milti hai.
Disclaimer
Video is for educational purposes only. Copyright disclaimer under 107 of the copyright acts 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statutes that might otherwise be infringing. Non-profit, educational, or personal use tips the balance in favor of fair use.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: