Pushpa The Rise Mashup (Dj Loki) 2022 | Allu Arjun, Rashmika Mandanna, Kanika | DSP | Sukumar
Автор: Dj Loki Music Artist
Загружено: 2022-01-06
Просмотров: 877
Описание:
.........(Pushpa The Rise 2022).............
Pushpa The Rise Mashup (Dj Loki) 2022 | Allu Arjun, Rashmika Mandanna, Kanika | DSP | Sukumar
Youtube - • Pushpa The Rise Mashup (Dj Loki) 2022 | Al...
Facebook - / dj.loki.official
Dj Loki - / dj.loki.official108
Instagram - / djloki.music_artist
Eyy Bidda Ye Mera Adda Lyrics
Yeh Mera Shehar
Yeh Meri Dagar
Sar Pe Yeh Aakash
Mera Hai Ghar
Haan Main Hi Galat
Haan Main Hi Sahi
Main Hi Faisla Hoon
Main Hi Khata Bahi
Aisa Hai Kaun Yahan
Mujhse Jo Jeet Sake
Hai Koyi Jo Toh
Woh Main Hoon
Mujhse Bada Koyi Hai
Is Jahan Mein Agar
Woh Koyi Bhi Kal Ka
Main Hoon
Hey Muchhon Pe Dhar Rahe
Hath Mein Kullhad Rahe
Yudh Ki Pukaar Rahe
Karta Na Samjhauta
Hey Bidda Ye Mera Adda
Ae Bidda Yeh Mera Adda
Eyy Bidda Ye Mera Adda
Arey Ae Bidda Yeh Mera Adda
Main Nadi Mein Tujhe Phenkunga
Main Machhli Pe Lautunga
Barchha Phenk Maarunga
Main Jhande Sa Lehrunga
Tujhe Mitti Mein Bacchu
Mila Doon Agar
Main Keemti Khanij Banke
Mitti Se Mil Jaunga
Eyy Bidda Ye Mera Adda
Ae Bidda Yeh Mera Adda
Eyy Bidda Ye Mera Adda
Arey Ae Bidda Yeh Mera Adda
Hey Kaun Hai Tu, Kaun Hai Tu
Ek Faulad Sa Main Hoon
Tapp Ke Talwar Ban Jaun
Kaun Hai Tu, Kaun Hai Tu
Mitti Mitti Bhi Main Hoon
Mujhe Raunda Toh Eent Ban Jaun
Hey Kaun Hai Tu, Kaun Hai Tu
Ek Chattan Sa Main Hoon
Mujhe Toda Toh Tootey Hue
Pathar Se Bhagwan Ban Jaun
Eyy Bidda Ye Mera Adda
Ae Bidda Yeh Mera Adda
Hey Bidda Ye Mera Adda
Le Le Thaggedele
Arey Ae Bidda Yeh Mera Adda
Le Le Thaggedele
Jaago Jaago Bakre
Ah ah ah, ah ah ah
Ah ah ah, ah ah ah
Ah ah ah, ah ah ah
Ah ah ah, ah ah ah
Pattiyan khateeb hain kirnen
Pattiyan khateeb hain kirnen
Pattiyon ko khata hai bakra
Pattiyon ko khata hai bakra
Bakre ko sher daboche
Bakre ko sher daboche
Bhookh se koi na bache
Bhookh se koi na bache
Ah ah ah, ah ah ah
Ah ah ah, ah ah ah
Maot ka sher pe qaaboo
Samay ka maot pe qaaboo
Kali samay ko rache
Maha bhookh phir mache
Ah ah ah, ah ah ah
Ah ah ah, ah ah ah
Bhage shikar jidhar
Pieeche daode shikari udhar
Jeeta shikar jee lega ek din
Hara shikari to jeena namumkin
Ek jaan ki bhook mitane ko
Ek jaan ki maot zaroori hai
Hey jaago jaago bakre
Sher aaya to kardega tukde
Huii..
Chera hai machhli ka chara
Dana hai murgi ka cahara
Haddi hai kutton ka chara
Jeevan hai te insanon ka chara
Ah ah ah, ah ah ah
Ah ah ah, ah ah ah
Kali ki puja jo kare
Janwar jo bali chadhe
Lahu se khanjar shidh kare
Devi kare bhi to kya kare
Yeh hi hai duniya kya kare
Ah ah ah, ah ah ah
Ah ah ah, ah ah ah
Rehna tu hoshiyar nahi to
Khaega chara tujh ko jeena hai to
Bhookh badha ke kha le tu khud chare ko
Haa bhookh na dekhe bhala bura
Niti na dharam
Hoga uska raaj yahan pe
Jis mein hai re dam
Hey jaago jaago bakre
Sher aaya to kardega tukde
Huii..
Maange se mila hai kisko kisko
Mango to kahega khsiko
Utha utha ke patko
Jo chahe wo milega tujhko
Ah ah ah, ah ah ah
Ah ah ah, ah ah ah
Laat jo kaam karega
Bhai bhi na kar payega
Mukka jo paath padhae
Buddh takta rah jaaye re
Oo Bolega Ya Oo Oo Bolega
Saree Saree Pehan Ke Saree
Aaye Toh Usko Ghoore
Chhote Chhote Skirt Bhi Jo
Pehan Ke Aaye Toh Ghoore
Chhod Saaree Chhod Skirt
Inn Kapdon Se Kya Hota
Nazrein Gandi Soch Gandi
Mard Hai Bin Pendi Lota
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Sala
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Sala
Gore Gore Pe Mukhde Pe
Taiyar Koyi Marne Ko
Saanwali Ko Chhede
Baahon Mein Aa Jaaye Bharne Ko
Kaale Gore Se Kya Matlab
Madhu Mile Ya Phir Mattha
Ek Hi Ratta Dekh Dupatta
Mard Hai Bin Pendi Lota
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Sala
Oh Ho Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Sala
Lambi Lambi Taang Wali
Chhokri Ka Deewana
Chhoti Naati Ladkiyon Ko
Dalta Hai Woh Dana
Lambi Ho Naati Sabko
Behla Ke Isne Loota
Chaat Lega Pattal Jootha
Mard Hai Bin Pendi Lota
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Sala
Haaye Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Sala
Phulle Phulle Gaal Pe
Koyi Bole Kya Dikhti Hai
Dubli Patli Ho Toh Phir
Gulab Ki Dali Lagti Hai
Moti Ho Ya Patli Sabke
Darwaze Pe Hai Adda
Dekh Akele Daale Fanda
Mard Hai Bin Pendi Lota
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Sala
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Sala
Oo Na Ya Oo Na..
Jhoothi Jhoothi Shaan Pe Koyi
Apna Rohb Dikhata Hai
Koyi Banke Dil Wala
Tere Dil Se Khel Ke Jaata Hai
Ek Hi Thali Ke Yeh
Dono Hai Re Chatte Batte
Batti Gull Chhaya Andhera
Oo Oo Oo Oo
Batti Gull Chhaya Andhera
Mard Hai Bin Pendi Lota
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Sala
Oo Bolega Bala
Oo Oo Na Bolega Bala
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Sala
Oo Bolega Bala
Oo Oo Na Bolega Bala
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Sala
Read Full Lyrics at iLyricsHub: https://www.ilyricshub.com/oo-bolega-...
Read more at: https://www.lyricsgoo.com/jaago-jaago...
Read Full Lyrics at iLyricsHub: https://www.ilyricshub.com/eyy-bidda-...
#PushpaTheRiseMashup #DjLoki #AlluArjunRashmikaMandannaKanika
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: