Shaljam Gosht Recipe | Soft Meat & Perfect Taste | Desi Style| Food with Shumaila
Автор: Food With Shumaila
Загружено: 2025-12-13
Просмотров: 193
Описание:
Aaj hum bana rahe hain Traditional Shaljam Gosht Recipe, jo winters mein bohat zyada pasand ki jati hai. Is recipe mein gosht bilkul soft hota hai aur shaljam gosht ke taste ko aur bhi lazeez bana deta hai.
Yeh authentic Pakistani desi recipe hai jo ghar par asaani se ban jati hai, bina kisi mushkil ke.
Agar aap desi food lover hain aur traditional Pakistani dishes pasand karte hain, to yeh recipe zaroor try karein.
Video ko Like, Share aur Channel ko Subscribe karna na bhoolain 😊
Apni qeemti feedback comments mein zaroor dein.
Thank you for watching – Food with Shumaila ❤️
#ShaljamGosht
#ShaljamGoshtRecipe
#PakistaniFood
#DesiFood
#Food withshumaila #food #cooking #homemaderecipes
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: