"The Martin:mystery behind the Mars" |दि मार्टिन: मार्स का पीछे का रहस्य
Автор: Mysterious story 2.o
Загружено: 2026-02-17
Просмотров: 333
Описание:
"The Martin:mystery behind the Mars" |दि मार्टिन: मार्स का पीछे का रहस्य #mysteriousstory2 #video
"The Martin:mystery behind the Mars"
Coming soon on Tuesday 17th February,2026
At 6:00pm.
#MysteriousStory2.o
Dekho 1975 me jab USA ne ek rocket ka aavishkaar kiya. O' rocket Mars per jaa sakta tha aur waapas aavi sakta tha. O' rocket aavishkaar ho jane ke baad USA se 26 Baigyanik uss rocket per baith kar Mars per gaye. Mars per chale toh gaye lekin unke sath jo ghatna ghati use sunn kar aap hairan ho jayenge.
O' rocket Mars per land kar chuka. land karne ke baad sabhi Baigyanik rocket me see bahar aai aur apni apni kaam suru kar diya. un logo ne mars per bahot kuch pata kiya. pata karte karte bahoot Door Dur chale ja chuke the.
Tabi Mars ka weather me kuch badlaw aaya. badlaw aane ke karan se Mars per itni badi tornadow aaya aur o' tornadow itna bada aur speed tha ki koi vi aagar usme phass jata toh kabhi nahi nikal sakta tha. jab tornadow aaya toh sabhi ka alert alarm ek saath bajna suru ho gaya. Baigyanik ko laga ki koi Alien attack ho lekin o' Alien attack nahi tha. O' toh climate me change hone ke karan se tornadow aaya tha.
Saari baigyanik Research chor chor kar apni jaan bachane ke liye Rocket ki taraff bhagna suru kiya aur aakar Rockect me baith gaye aur zaldi se rocket ko launch liya aur dha se bhagg gaye.
Mars ke sima paar karne ke baad Baigyanik ne aapni team members me se Dekha ki ek member nahi hai. toh o' chinhitt ho gaye aur use sampark karne lage lekin unka sampark nahi ho raha tha. o' logo apni ek team member ko kho diya. lekin unme se koi tha jo wapass mars per jane ki batt kiya toh uss team ke chief ne mana kar diya.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: