Baba Shyam Ka Sandesha || बाबा श्याम का संदेशा || Chalo Bulawa Aaya Hain || Pankaj Soni ||
Автор: Pankaj Soni
Загружено: 2023-05-30
Просмотров: 90806
Описание:
Jai Shree Shyam
Baba Shyam Ka Sandesha || Chalo Bulawa Aaya Hain || Pankaj Soni ||
Singer : Pankaj Soni - 8826846465
Lyrics : Purshottam Soni (Parsi)
Music : Gaurav Jha - 8076855809
Recording, Mixing & Mastering : Grv's Groove Lab - 8076855809
Director : Girish Qmar
Chorus: Manya Soni, Kalpana Makwana, Abhinay Sood, Gaurav Jha, Aman Kumar, Aakash, Pranay Sinha
Lyrics:
Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
(Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
Khatu Dham Se Shyam Dhani Ka Ye Sandesha Aaya Hain) *2
Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
Jai Baba Ki
Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
Khatu Dham Se Shyam Dhani Ka Ye Sandesha Aaya Hain
Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
Jai Baba Ki
Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
Khatu Dham se Shyam Dhani Ka Ye Sandesha Aaya Hai..
Sab Dhaamo Se Dhaam Niraala Dhaam Ye Khatu Waale Ka *3
Khair Khabar Rakhta Hain Baba Apne Chahne Waalo Ka *3
Sheesh Ka Daani Jag Mein Duja Koi Nahi Kehlaya Hain..
Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
Jai Baba ki
Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
Saare Bolo Jai Baba Ki
Pyaar Se Bolo Jai Baba ki
Milkar Bolo Jai Baba Ki
Arey Dil se Bolo Jai Baba Ki
Jai Baba Ki Kehte Jao Raah Mein Chalne Waalo Se
Darh Mat Jaana Baba Ke Gar Daro Pav Ke Chhalo Se *3
Chhale Dene Waale Ne Hi Har Dukh Dard Mitaaya Hain
Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
Jai Baba Ki
Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
Mere Baba Mere Baba Mere Baba Mere Baba *2
(Haare Ka Sahara Baba Shyam Hamara
Mere dil Mein Likha Hain Baba Naam Tumhara) *2
Mahabharat Ka Yudh Chidha Tab
Waha Pohcha Ek Ranveer
Thi Shyam Saloni Soorat uski
Aur Tarkash Mein Teen Hi Teer
Phir Kya Hua
Phr
Shri Krishna to The Avtaari Mann Mein Sab Kuch Gaye The Jaan
Brahman Ka Vesh Banakar
Pohche Jaha Khada Tha Barbareek Bhaan
Aur Pucha
Ye Ranbhoomi Hain Baalak Koi Khelne Ka Maidaan Nai
Sirf Teen Baan Le Utro Rann Mein
Kya Sachmooch Tum Nadaan Nahi
Ispar Bole Barbareek
Ye Teen Baan Hi Kaafi Hai Teeno Loko Ka Bhed Karne Ko
Pariksha Dene Ki Khaatir Ek Teer Chhor Dia Peepal Ke Patte Chedan Karne Ko
Tab Brahman Roopi Krishna Ne Kaha Karne Ko Kuch Daan
Apna Sheesh Kaat Kar Dene Ko Hue Vyakul Barbareek Bhaan
Tab Apne Asal Roop Mein Aa Shri Krishna Ne Dia Unhe Vardaan
Kalyug Mein Tumhe Shyam Naam Se Jaanega Saara Jahaan
Teen Baan Ka Dhaari Baba
Kalyug Ka Avtaari Baba
Jisne Tujhe Pukaara Baba
Usko Diya Sahara Baba
Shyam Naam Ka Paake Sahara Parsi Ne Sab Kuch Paaya Hain
Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
Jai Baba Ki
Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
Khatu Dhaam Se Shyam Dhani Ka Ye Sandesha Aaya Hain
Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
(Chalo Bulawa Aaya Hain Baba Ne Bulaya Hain
Khatu Dhaam Se Shyam Dhani Ka Ye Sandesha Aaya Hai)*2
Also Streaming/ Download on:
Apple: https://bit.ly/3N8Wylx-MrDigitian
Spotify: https://bit.ly/43DCrRO-MrDigitian
Wynk: https://bit.ly/3oPeXKL-MrDigitian
JioSaavn: https://bit.ly/3OVwkV0-MrDigitian
Amazon: https://bit.ly/42lS8fs-MrDigitian
Gaana: https://bit.ly/45NnT3O-MrDigitian
YT Music: https://bit.ly/43E6by3-MrDigitian
Digital Distribution: Mr. Digitian Media
[ https://mrdigitian.com/ ]
#PankajSoniBhajan #BabaChandJaisa #PankajSoni #PankajManya #khatushyam #khatushyambhajan #haarekasahara #superhitshyambhajan #bhakti #devotional #delhidham
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: