1 बटन से 95000 अंडे रोज | Layer Poultry Farming | Automatic Layer Poultry Farm
Автор: SANDHU AGROFARM
Загружено: 2026-01-15
Просмотров: 7683
Описание:
Namaskar Dosto, aaj ki iss video mein hum aapko fully 100% automatic layer poultry farm dikhaiyenge jha par abhi 1 lakh + layer murgi 1 shed mein hai, yaha par Akhilesh ji ne iss shandaar farm ka tour karwaya aur iss layer poultry farm ke har automatic automation ko bhot ache se inform kiya, dosto is farm par abhi roj 90000 to 100000 egg roj aa rahe hai, iss layer farm par feeding se lekar ventilation, waste management bhi automatic hai, ye video poultry farming ki ek bhot achi information aap logo ke saath share karegi end tak isse jarur dhekna.
Dhanyawad
#layerpoultryfarm
#eggfarm
#poultryfarming
#sandhuagrofarm
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: