ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

Main Aur Meri Awargi | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan | Javed Akhtar | Sufi Song | Audio | Sufi Music

Автор: Saregama Sufi

Загружено: 2023-10-19

Просмотров: 992701

Описание: Let the legendary Ustad Nusrat Fateh Ali Khan mesmerize you with his unmatched talent in ' Main Aur Meri Awargi Only On ‪@saregamasufi‬

Song - Main Aur Meri Awargi
Artist - Nusrat Fateh Ali Khan
Music Director - Nusrat Fateh Ali Khan
Lyricist - Javed Akhtar

Lyrics:
phirte hain kab se darbadar
ab is nagar, ab us nagar
ek doosre ke humsafar
main aur meri awargi, main aur meri awargi

na ashna har rehguzar
na meherban har ek nazar
jaye to ab jaane kidhar
main aur meri awargi, main aur meri awargi
main aur meri awargi, main aur meri awargi

hum bhi kabhi aabad the
aise kahan barbaad the
hum bhi kabhi aabad the
aise kahan barbaad the
befikr the aazad the
befikr the aazad the
masroor the dilshad the
masroor the dilshad the
wo chal aisi chal gaya
hum bujh gaye, dil jal gaya
nikle jala kar apna ghar
main aur meri awargi, main aur meri awargi
main aur meri awargi, main aur meri awargi

wo maahevash wo maaheru
wo maahekaamil hubahu
wo maahevash wo maaheru
wo maahekaamil hubahu
thi jiski baate kubaku
thi jiski baate kubaku
usse ajab thi guftgu
usse ajab thi guftgu
phir yu hua wo kho gayi
aur mujhko zid si ho gayi
layenge us ko dhundh kar
main aur meri awargi, main aur meri awargi
main aur meri awargi, main aur meri awargi

ye dil hi tha jo seh gaya
wo baat aisi keh gaya
ye dil hi tha jo seh gaya
wo baat aisi keh gaya
kehne ko phir kya reh gaya
kehne ko phir kya reh gaya
ashqo ka dariya beh gaya
ashqo ka dariya beh gaya
jab keh ke wo dilbar gaya
tere liye main mar gaya
rote hain usko raat bhar
main aur meri awargi, main aur meri awargi
main aur meri awargi, main aur meri awargi

ab gham uthaye kisliye
aansu bahaye kisliye
ab gham uthaye kisliye
aansu bahaye kisliye
ye dil jalaye kisliye
ye dil jalaye kisliye
yu jaan gawayein kisliye
yu jaan gawayein kisliye
pesha na ho jiska sitam
dhundhenge ab aisa sanam
honge kahin to kaargar
main aur meri awargi, main aur meri awargi
main aur meri awargi, main aur meri awargi

aasar hain sab khot ke
insaan hain sab chot ke
aasar hain sab khot ke
insaan hain sab chot ke
ghar band hain sab koth ke
ghar band hain sab koth ke
ab khatam hai sab totke
ab khatam hai sab totke
qismat kaa sab yeh pher hai
andher hai andher hai
aise hue hain beasar
main aur meri awargi, main aur meri awargi
main aur meri awargi, main aur meri awargi

jab humdam wo humraaz tha
tab aur hi andaaz tha
jab humdam wo humraaz tha
tab aur hi andaaz tha
ab soz hai tab saaz tha
ab soz hai tab saaz tha
ab sharm hai tab naaz tha
ab sharm hai tab naaz tha
ab mujhse ho to, ho bhi kya
hai sath wo, to wo bhi kya
ek behunar ek besabar
main aur meri awargi, main aur meri awargi
main aur meri awargi, main aur meri awargi

phirte hain kab se darbadar
ab is nagar, ab us nagar
ek doosre ke humsafar
main aur meri awargi, main aur meri awargi
main aur meri awargi, main aur meri awargi
main aur meri awargi, main aur meri awargi
main aur meri awargi, main aur meri awargi

#maiaurmeriawargi
#nusratfatehalikhan
#saregamasufi
#sufi
#sufism

Label- Saregama India Limited

For more Sufi Songs log on & subscribe
   / saregamasufi  

For more videos log on & subscribe to our channel
   / saregama  

Follow us on Facebook:   / saregama  

Follow us on Twitter:   / saregamaglobal  

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Main Aur Meri Awargi | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan | Javed Akhtar | Sufi Song | Audio | Sufi Music

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Sangam | Nusrat Fateh Ali Khan | Javed Akhtar | Aap Se Milke | Ab Kya Soche | Afreen Afreen | Sufi

Tumhein Dillagi Bhool Jani Paray Gi| Ustad Nusrat Fateh Ali Khan| Best Ever|

Divine Music - The Year Mix Vol.10 [Chill & Ethnic Deep 2025]

Dard Rukta Nahin Ek Pal Bi | Ustad NUSRAT FATEH ALI KHAN | Lyrical Qawwali

Raat, Dard aur Ghazlein | Late Night Jukebox

Sawan Ki Bheegi Raaton Mein | Wet Night's | Remix | Hindi Song | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan |

Kehna Ghalat Ghalat to Chhupana Sahi Sahi

Jab Bhi Jee Chahta Hai - Nusrat Fateh Ali Khan | Slowed & Reverb | Ruhani Mehfil

Koi Umeed Bar Nahin Aati  - Rahat Fateh Ali Khan

Tum Ek Goorakh Dhanda Ho - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video

MERE RASHKE QAMAR (Original Complete Version) - USTAD NUSRAT FATEH ALI KHAN - OFFICIAL VIDEO

Tere Darwaze Peh Chilman Nahin Dekhi Jati | Nusrat Fateh Ali Khan | OSA Worldwide

JAB BHI JEE CHAHTA HAI (REMIX) - NUSRAT FATEH ALI KHAN X VIBRONO | EXTENDED VERSION

Mast Nazron Sy Allah Bachay - مست نظروں سے اللہ بچائے- Nusrat Fateh Ali Khan

Ab Kya Soche | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan | Javed Akhtar | Sufi Songs | Audio | Sufi Music

Pyala rakh de ek paasey - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan (Reverbed) | Prashant

Sufi Safar | Nusrat & Rahat Fateh Ali Khan | Afreen Afreen | Main Aur Meri Awargi | Sufi Songs

Sansoon Ki Mala Pe Simron Pee Ka Naam - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sb - Qawali

❤️Na Rukte Hain Ansoo❤️| Ustad Nusrat Fateh Ali Khan❤️| NFAK Qawali❣️

Lyrics Inj vichre mur nahi aaye Qawali UstadNusrat Fateh Ali Khan Complete Full #nfak

© 2025 ycliper. Все права защищены.

  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности

Контакты для правообладателей: [email protected]