🚨 LIFE THREAT FOR KCR!!BRS Working President KTR ne serious allegations lagaye hain.
Автор: SALAM HYDERABAD NEWS 24
Загружено: 2026-09-08
Просмотров: 4
Описание:
🚨 LIFE THREAT FOR KCR!!
BRS Working President KTR ne serious allegations lagaye hain. Unhone kaha, “Yeh government aur police KCR garu ko maarne ki koshish kar rahe hain. Unhone sab kuch plan kiya hai.”
KTR ke mutabik, KCR garu ki jaan ko serious threat hai, aur police unhe apne hi ghar jaakar apne leader se milne nahi de rahi hai.
KTR ne aarop lagaya ki police ne goondas ko KCR garu ke residence tak escort kiya, jabki unhe 50 km door hi rok diya gaya.
Unhone kaha ki law and order ki situation bilkul kharab hai aur Home Minister ke roop mein Revanth Reddy ko iski responsibility leni chahiye.
KTR aur anya MLAs ko Erravalli mein KCR ke residence ki taraf jaate waqt arrest kiya gaya. KTR ka aarop hai ki Congress karyakarthas aur kuch miscreants ne KCR ke ghar ko gher rakha hai.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: