Jaan E Mann Bilal Khattak
Автор: Bilal Khattak
Загружено: 2026-01-17
Просмотров: 217
Описание:
#hindisong #urdu #newsong #bilalkhattak #music
JAAN-E-MANN
Vocals, Composition & Music
Bilal Khattak
Lyrics / Poetry
Faisal Khattak
Music Production
Bilal Khattak
Recording, Mixing & Mastering
Bilal Khattak
Video Direction & Editing
Bilal Khattak
Lyrics
[Intro]
Dheeray se chupkay se
Taaluk tumnay jorha
Ek ajnabi ki khatir
Tumnay hai mujhe chorha
Deewana bana jab main
Teray shehar Kay logon ne
Pathar bhe Mujhay maaray
Mera Sheeshay sa dil tora
[verse]
Mohabat jhoti waday jhotay
Khwaab dekhay saray tootay
Yaaaari toti yaar roothayyyy
Sub apnay parai choootaay
Jaisay Karni waisay bharni
Ye Dunya hai aisay guzarni
Pyar me bhe Matlab tak yari
Mujhko ye ulfat nahi karni
[ pre Chorus ]
Kia hai paya aur kia khoya
Wohi kata Jo tha boyaaaaa
Teri khatir sub ko choraaaa
Teri khatir he main royaaa
[Chorus]
Jan_e_man aur jan_e_jaan
Kehtay Tay Tum May qurbaan
Phir apnay he hatoon se
Tumnay leli Meri jaaaaan
Jan_e_man aur jan_e_jaan
Kehtay Tay Tum Meri Jaaaan
Phir apnay he hatoon se
Tumnay leli Meri jaaaaan
[Verse]
Me bhi dekon wo din aye
Teray Dil ko Kuch na bahai
Tera Dil tootay tuu roye
Teray moonh se niklay hi
Tera Deen hai na emaaan
Kehtay Tay Tum Meri jan
Phir apnay he hatoon say
Tumnay leli Meri jaaaaan
[Chorus]
Jan_e_man aur jan_e_jaan
Kehtay Tay Tum Meri jan
Phir apnay he hatoon se
Tumnay leli Meri jaaaaan
Jan_e_man aur jan_e_jaan
Kehtay Tay Tum Main qurban
Phir apnay he hatoon se
Tumnay leli Meri jaaaaan
[Verse 2]
Dhoka de Kay dhoka khaya
Jesay tumnay moqa paya
Wesay usnay tumko chora
Tumko phir aoqaat pe laya
Daikh Kay tujko hun hairaan
Kehtay Tay Tum Main qurban
Phir apnay he hatoon say
Tumnay leli Meri jaaaaan
[Chorus]
Jan_e_man aur jan_e_jaan
Kehtay Tay Tum Meri jan
Phir apnay he hatoon se
Tumnay leli Meri jaaaaan
Jan_e_man aur jan_e_jaan
Kehtay Tay tum main quban
Phir apnay he hatoon se
Tumnay leli Meri jaaaaan
Jan_e_man aur jan_e_jaan
Kehtay Tay Tum Meri jan
Phir apnay he hatoon se
Tumnay leli Meri jaaaaan
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: