Masaledar phaliya Gravy recipe– full watch for hidden Surprise 😋
Автор: Fatima Cooking
Загружено: 2026-01-17
Просмотров: 57
Описание:
Sabse pehle kadhai mein cooking oil garam karke pyaz ko golden fry kiya gaya. Phir lehsan adrak ka paste daal kar khushboo aane tak bhona gaya. Iske baad tamatar aur masalon ka mishran daal kar achi tarah pakaaya gaya jab tak gravy thick aur tayar ho jaye.
Ab is gravy mein hari faliyaan daal kar halka sa bhona gaya aur zaroorat ke mutabiq pani daal kar unhein narm hone diya gaya. Jab salan achi tarah pak gaya aur taste set ho gaya, tab end mein ek khaas surprise add kiya gaya 👀
Aakhir mein fry kiye hue koftay daal kar salan ko dum par rakha gaya, upar se kali mirch, garam masala aur taaza dhaniya daal kar is laziz salan ko final touch diya gaya.
Ek simple se salan mein last moment twist ke sath tayar hone wali ye recipe zaroor try karein 😍🍽️
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: