ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

PHIRON DHOONDTA MAIKADA TAUBA TAUBA (Slowed+Reverb) - Aghar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula Don

Автор: Atiq Rajpoot

Загружено: 2026-01-04

Просмотров: 126

Описание: Nusrat Fateh Ali Khan sahab ki dil ko choo lene wali qawwali “Phiron Dhoondta Maikada Tauba Tauba” ka yeh full video aap sab ke liye upload kiya gaya hai. Ye sufi kalam mohabbat, dard aur roohaniyat ka aik khoobsurat izhar hai.

NFAK ko duniya bhar mein unki powerful awaaz, soulful qawwali aur spiritual poetry ke liye hamesha yaad rakha jata hai. Agar aapko Sufi Music, Qawwali aur Old Is Gold songs pasand hain to yeh video end tak zaroor dekhein ❤️

𝗙𝗜𝗡𝗗 𝗠𝗘 𝗢𝗡...
INSTAGRAM :
@justsay_atttiiiq

  / justsay_atttiiiq  
FACEBOOK : @atiqwr1tes

  / atiqwr1tes  

𝗖𝗿𝗲𝗱𝗶𝘁𝘀 -

🕌 Artist: Ustad Nusrat Fateh Ali Khan
🎶 Type: Sufi Qawwali / Classic
🎧 Best with Headphones

𝗦𝗼𝗻𝗴 𝗟𝘆𝗿𝗶𝗰𝘀-

Kar rahi hai dar haqiqat
Kaam saaki ki nazar

Maikade mein gardish e saagir
Baraye naam hain

Phiroon dhoondhta maikda tauba tauba
Mujhe aajkal itni phursat nahi hai

Salamat rahe teri ankhon ki masti
Mujhe maikashi ki zaroorat nahi hai

Pila nahi Jo gurezan hai Chand paimane
Nigah e yaar salamat to hazar maikhane

Kharakte jaam ka mohtaj main nahi saaki
Teri nigah salamat mujhe kami kya hai

Aankhen saaki ki salamat mere dushman tarsen
Dohre maikhane hai meri niyat bharne ke liye

Suroor cheez ki miqdar par nahi maukuf
Sharab kam hai to saaki nazar mila ke pila

Jaam par jaam peene se kya faayda
Raat guzri to saari utar jayegi

Teri nazaron se pi hai khuda ki kasam
Umr saari nashe mein guzar jayegi

Dil uska namazi ban jaye
Ankh uski gulabi ho jaye

Tu jise muhabbat se Dekh le
Saaki wo sharabi ho jaye

Ye tark e ta—alluk ka kya tazkira hai
Tumhare siva koi apna nahi ha

Agar tum kaho to main Khud ko bhula doon
Tumhein bhool jaane ki taakat nahi hai

Roz kehta hoon bhool jaoon tumhein
Roz ye baat bhool jaata hoon

Ik baar aql ne tumhein chaaha tha bhulana
Sau baar junoon ne teri tasvir dekha di

Tujhko bhoolun koshish karke dekhunga
Warna dariya ulta behna mushqil hai

Har ik mod par ik nayi maat khayi
Rahi dil ki dil mein zuban tak na aayi

Kiye hain kuch aise karam doston ne
Ki ab dushmanon ki zaroorat nahi hai

Aql ko rog maar dete hain
Ishq ko sog maar dete hain

Aadmi khud b Khud nahi Marta
Doosre log maar dete hain

Hamesha mere saamne se guzarna
Nigahen churakar mujhe Dekh lena

Meri jaan tum mujhko itna bata do
Ye kya cheez hai gar mohabbat nahi hai

Hazaron tamannayein hoti hain dil mein
Hamari to bas ik tamanna yahi hai

Mujhe ek dafa apna kehke pukaaro
Iske siva koi hasrat nahi hai

𝗧𝗮𝗴𝘀-

Nusrat Fateh Ali Khan
Phiron dhoondta maikada
Tauba tauba nusrat fateh ali khan
Nusrat qawwali
NFAK qawwali
Full qawwali nusrat fateh ali khan
Sufi qawwali
Sufi music
Sufi kalam
Old is gold qawwali
Heart touching qawwali
Sad sufi qawwali
Nusrat fateh ali khan sufi songs
Pakistani qawwali
Best qawwali
Qawwali lovers




Enjoy and Stay Connected With Us!!

𝐀𝐥𝐥 𝐫𝐢𝐠𝐡𝐭𝐬 𝐫𝐞𝐬𝐞𝐫𝐯𝐞𝐝 𝐭𝐨 𝐭𝐡𝐞 𝐚𝐬𝐬𝐨𝐜𝐢𝐚𝐭𝐞𝐝 𝐥𝐚𝐛𝐞𝐥 𝐨𝐫 𝐚𝐫𝐭𝐢𝐬𝐭 𝐢 𝐝𝐨𝐧'𝐭 𝐨𝐰𝐧 𝐭𝐡𝐞𝐬𝐞 𝐬𝐨𝐧𝐠𝐬, 𝐢𝐭𝐬 𝐣𝐮𝐬𝐭 𝐚 𝐫𝐞𝐦𝐢𝐱.

Re-upload is Strictly prohibited

If any artist or label has copyright issues with my videos
(including artists of the images used) please send an e-mail to:
𝗮𝘁𝗶𝗾𝗿𝗮𝗷𝗽𝗼𝗼𝘁𝟬𝟭𝟭@𝗴𝗺𝗮𝗶𝗹.𝗰𝗼𝗺 ; and I will remove it immediately ''


----------------------------------------------------------------------------------------------
DISCLAIMER: This Following Audio/Video is Strictly meant for Promotional purposes. We Do not Wish to make any Commercial Use of this & Intended to Showcase the Creativity Of the Artist Involved.

The original Copyright(s) is (are) Solely owned by the Companies/Original-Artist(s)/Record-label(s).All the contents are intended to Showcase the creativity of the artist involved and are strictly done for promotional purposes.

DISCLAIMER: As per the 3rd Section of Fair use guidelines Borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use.

Tags :
#NusratFatehAliKhan
#Qawwali
#Sufi
#SufiMusic
#NFAK
#nfaklovers
#nfaklines
#nfak_world
#OldIsGold
#ClassicQawwali
#SufiKalam
#Maikada

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
PHIRON DHOONDTA MAIKADA TAUBA TAUBA (Slowed+Reverb) - Aghar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula Don

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Джем – PHIRON DHOONDTA MAIKADA TAUBA TAUBA (Slowed+Reverb) - Aghar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula Don

Джем – PHIRON DHOONDTA MAIKADA TAUBA TAUBA (Slowed+Reverb) - Aghar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula Don

Echoes of the Heart  (V2)  💕 Deep relaxation and stress relief

Echoes of the Heart (V2) 💕 Deep relaxation and stress relief

Tumhein Dillagi Bhool Jani Paray Gi| Ustad Nusrat Fateh Ali Khan| Best Ever|

Tumhein Dillagi Bhool Jani Paray Gi| Ustad Nusrat Fateh Ali Khan| Best Ever|

Правду скрывают, чтобы не вызвать панику. Открытие Петра Гаряева

Правду скрывают, чтобы не вызвать панику. Открытие Петра Гаряева

Pal Pal x Talwiinder - Afusic x Haseen | Trending Talwiinder Mashup | #talwiinder

Pal Pal x Talwiinder - Afusic x Haseen | Trending Talwiinder Mashup | #talwiinder

Sanson Ki Mala Pe Simron Mein - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video

Sanson Ki Mala Pe Simron Mein - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video

Zmeex - Shadow (Original Mix)

Zmeex - Shadow (Original Mix)

Ас сагатдина

Ас сагатдина

kyon itna hua hai tu khafa // slow and reverse // lofi song #lovesong #lofi #lofisong

kyon itna hua hai tu khafa // slow and reverse // lofi song #lovesong #lofi #lofisong

SOHNE MUKHRE DA (REMIX) - NUSRAT FATEH ALI KHAN X VIBRONO | FULL VERSION

SOHNE MUKHRE DA (REMIX) - NUSRAT FATEH ALI KHAN X VIBRONO | FULL VERSION

Halid - Amor Mio (Original Mix)

Halid - Amor Mio (Original Mix)

MERI ZINDAGI HAI TU (REMIX) - Nusrat Fateh Ali Khan X Asim Azhar | Hania Amir & Bilal Abbas Khan

MERI ZINDAGI HAI TU (REMIX) - Nusrat Fateh Ali Khan X Asim Azhar | Hania Amir & Bilal Abbas Khan

Ye Dil Da Mamla Hai 💔 | Log Kehte Hain Main Pagal Hoon... 🥀 | New Qawwali 2026

Ye Dil Da Mamla Hai 💔 | Log Kehte Hain Main Pagal Hoon... 🥀 | New Qawwali 2026

Meri Zindagi Ho Tum (میری زندگی ہو تم) | Jeene Ki Wajah Bas Tum Ho | Powerful Sufi Performance 🔥

Meri Zindagi Ho Tum (میری زندگی ہو تم) | Jeene Ki Wajah Bas Tum Ho | Powerful Sufi Performance 🔥

Tumhen dillagi bhul jaani padegi Nusrat Fateh Ali Khan Ali

Tumhen dillagi bhul jaani padegi Nusrat Fateh Ali Khan Ali

Amrit Maan : Maa (Official Video) Desi Crew | New Punjabi Songs 2021 | Latest Punjabi Songs 2021

Amrit Maan : Maa (Official Video) Desi Crew | New Punjabi Songs 2021 | Latest Punjabi Songs 2021

Ek Ajnabi Dil Le Gayi | A Sufi Song That Will Heal Your Soul | Soulful Sufi Vibes | Sufi Song

Ek Ajnabi Dil Le Gayi | A Sufi Song That Will Heal Your Soul | Soulful Sufi Vibes | Sufi Song

Teri Nazar 💖 | Heart-touching Sufi Qawwali Love Song 2026 | SunDilSe Originals

Teri Nazar 💖 | Heart-touching Sufi Qawwali Love Song 2026 | SunDilSe Originals

Deeply - Can You Feel Me

Deeply - Can You Feel Me

Nonstop Sad Sufi Kalam 💔 | Heart Touching Sufi Poetry | Salman Sufi Studio

Nonstop Sad Sufi Kalam 💔 | Heart Touching Sufi Poetry | Salman Sufi Studio

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]