ध्यान से ज्ञान का सफर I पट्टाचार्य श्री 108 विशुद्ध सागर जी महाराज | Part 2 |
Автор: Ye Mera Mann
Загружено: 2026-02-28
Просмотров: 2492
Описание:
Is vishesh podcast mein humare beech upasthit hain
Jain Sant Pattacharya Shri 108 Vishuddh Sagar Ji Maharaj
jinse humne gehri charcha ki “dhya se gyan ka safar” aur “kudh ko yogye banane” par.
Aaj ke yug mein jab mann chinta, stress aur ashaanti se ghira rehta hai,
tab Maharaj Shri ne apni vishuddh vani aur Jain darshan ke madhyam se bataya:
Mann ki ashanti ka mool kaaran kya hai
Yogyeta panne ka kya marg hai
Kudh ko janne ka mehtav
Karma aur jeevan ki vastavikta
Safal aur arthpoorn jeevan jeene ki drishti
Yeh podcast sirf ek samvaad nahi,
balki antar-mann ko sparsh karne wala anubhav hai.
Agar aap bhi mann ki shanti, positive mindset aur jeevan ke sach ko samajhna chahte hain,
toh is poore podcast ko avashya dekhein.
#VishuddhSagar #JainSant #JainPravachan #MannKiShanti #vishuddha
#JainDarshan #Adhyatma #InnerPeace #PositiveMindset #PodcastHindi
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: