The Black flag army from Khorasan | Imam Mehdi - Dr israr Ahmed
Автор: Iqra Ayah
Загружено: 2023-11-10
Просмотров: 523
Описание:
Dr israr ahmed
Imam Mehdi ka zuhur hoga, great israel banega great graveyard, imam mehdi ki madad ke liye khorasan se faujein niklegi jo jerusale me jakr rahengi, koi unhe rok nahi payga, masjid al aqsa azaad hogi jerusalem musalman ke paas wapas aa jayga
aakhiri waqt me isa masih ayge aur dajjal ko Qatl karege
Jerusalem Ki History | Roman Emperor hedrian ne fir dubara abaad kiya 150 saal tak banjar tha aur iska naam aelia rakha | Crusaders ne musalman ke hath se liya aur kabja kiya, Salahuddin Ayyubi kurd ne wapas liya, arab khokle ho chuke hain khorasan se lashkar aygi
Huzur ke waqt me Jerusalem ka naam aelia tha
jerusalem tha jab hazrat e sulaiman ki hukumat thi
haikal-e-sulaimani bani, Titus rumi general ne ise giraya khatm kiya
khorasan moujuda afghanistan, pakistan iran ka kuch hissa
Khorasan se fauje niklengi jo imam mehdi ki hukumat kayam karengi
imam mehdi ki hukumat arab me
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: