Science Just Discovered What Qur’an Told 1400 Years Ago.
Автор: Moodixo Untold
Загружено: 2026-01-15
Просмотров: 1020
Описание:
Kya aap jaante hain ke jo manzar aaj scientists Zhangye Danxia Landform (China) ke naam se jaante hain, uska zikr 1400 saal pehle ho chuka tha?
Aaj science in rang-birangi pahariyon ko satellite images ke zariye samajh rahi hai, lekin Qur’an mein pehle hi mountains ke is hairan-kun rangon ka bayan milta hai:
“Aur paharon mein raaste hain safed aur surkh, mukhtalif rangon ke, aur kuch bohat gehre siyah.”
(Surah Fatir, 35:27)
Mukhtalif shades, rangon ki layers, aur clear tracts yeh sab kuch aaj hum in paharon mein bilkul waisa hi dekhte hain jaisa is ayat mein bayan hua hai.
Yeh sirf ek ittefaq hai, ya phir qudrat aur ilahi ilm ki ek gehri nishani?
Aap kya sochte hain apni rai zaroor share karein.
Jumma Mubarak❤️
#quran #quranverses #sciencefacts #quranfacts #moodixountold #education #shorts #surahfatir #china
#rainbowmountain
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: