Khatu Shyam Kirtan 🙏 | 50th Golden Marriage Anniversary
Автор: Travel With Deep
Загружено: 2026-02-07
Просмотров: 52
Описание:
Aaj main apne dost ke Mata-Pita ji ki 50th Golden Marriage Anniversary ke avsar par Raipur gaya tha.
Is shubh mauke par Khatu Shyam Ji ka bahut hi sundar aur bhavpurn kirtan aayojit kiya gaya tha.
Is kirtan me mashhoor gayak
🎤 Vijay Agrawal ji
🎤 Tinu Sharma ji
🎤 Gitika Das ji
ne apni madhur awaaz se bhajanon ka sundar prastuti di.
Main Mata-Pita ji ko badhai di aur unka aashirwad liya.
Kirtan ke dauran mahaul bahut hi bhavpurn ho gaya aur Khatu Shyam Ji ke darshan ka anokha anubhav mila.
Aisa laga jaise Khatu Shyam Ji ne swayam apni haazri laga di ho 🙏
Ye anubhav mere liye bahut hi sundar aur yaadgaar raha.
Aap sab se nivedan hai ki is video ko dekhen aur Khatu Shyam Ji ke bhajanon ka aanand lein.
Video ko LIKE 👍 kare
CHANNEL ko SUBSCRIBE ❤️ kare
aur SHARE zarur kare
Jai Shri Shyam 🙏
#KhatuShyam #Kirtan #GoldenMarriageAnniversary
#BhajanSandhya #RaipurKirtan #ShyamBhajan
#VijayAgrawal #TinuSharma #GitikaDas
#ShyamBaba #BhajanVlog #AnniversarySpecial
#JaiShriShyam #DevotionalVideo #BhaktiVlog
Khatu Shyam kirtan
Golden marriage anniversary bhajan
Raipur kirtan video
Shyam baba bhajan
Vijay Agrawal bhajan
Tinu Sharma bhajan
Gitika Das bhajan
Khatu Shyam ji kirtan
Anniversary bhajan sandhya
Devotional vlog India
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: