masial e wuzu | zamzam se nahana or wuzu karna
Автор: Usman Afaq
Загружено: 2019-06-21
Просмотров: 10251
Описание:
Dr. Mufti Usman Afaq is a well known Scholar of Pakistan....
log aksar ye sawal kartay nazar aatay hain ke kya aab e zam zam se wuzu or ghusal karna kaisa hai ..kya barkat ke liye aab e zamzam se naha saktay hain ya nahin??
to is ka jawab ye ha ke agar to jism pehlay se pak hai to aap aab e zamzam se wuzu bhi kar saktay hain or naha bhi saktay hain albatta kuch aisa ihtemam kar lain ke aab e zamzam nali main na jay balke kisi baray tub ye balti main pani jama kar ke pak mitti main daal dia jay takay is muqaddas pani ki be adabi or be hurmati na ho...
ALLAH humain deen ko samajh kar sahi amal ki tofeeq ata farmay
.
agar koi sathi masail ke hawalay se mashwara karna chahay to comment ke zariye se rabta bhi kar sakta hai
.
.
we started working to serve humanity according to the rules of islam...
deen main sab se pehli chez aqida hai or us ke bad dusra number aata hai masail ka ,
lihaza hum ne daikha ke musalman ka bohat bara tabqa aisa hai jo ke shari masail ko ahl e ilm se puchnay ke bajay social media par search karta hai or usi ke mutabiq amal karta hai chunacha hum ne apnay musalman bhaiyon behno ke liye ye tarteeb banai hai ke rooz kisi aik maslay ka mutala karain gay takay deen par sahi amal karna hamaray liye aasan ho jay.... Allah hamari is kawish ko qabool farmay or hum sab ki sahi rehnumai farmay.....
.
.
.
.
tarbiyat e aulad or islah e muashra ke hawalay se bhi hamari mehnat jari hai
aap hamaray is channel ko subscribe kar lain takay hamari latest updates aap ko milti rehain
.
.
youtube channel:
/ @usmanafaq1
.
.
facebook page:
/ drmuftiusmanafaq
.
.
instagrame account:
/ dr.muftiusmanafaq
.
.
.
.
.
dont forget to like , share,subscribe and comment.....
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: