Online customers | Staff Ke Sath Emotional Baat | Roza Kholna Bhool Gaye! |
Автор: Hyderabad🌶️mirchi
Загружено: 2025-02-15
Просмотров: 5892
Описание:
Aaj ka vlog kaafi emotional bhi raha aur hasi-majak se bhara bhi. Humne apne staff ke sath dil ki baatein ki, ek bhai jo Kolkata se aaya tha, uski kahani sunke thoda emotional moment ho gaya. Phir hasi-majak bhi kiya. Rozedaar the, lekin rozā kholna bhool gaye! Thodi gadbad bhi hui, jo aapko dekhne ko milegi. Saath hi, ek Saudi customer ka order bhi ready kiya jo Bihar se hain aur unki shaadi next month hai. Puri shop ka full coverage vlog aaj dekhne ko milega!
Video pasand aaye toh LIKE, COMMENT & SHARE zaroor karein! ❤️
Aur naye ho toh SUBSCRIBE karna mat bhoolna!
📸 Instagram: https://www.instagram.com/hyderabadmi...
👍 Facebook: https://www.facebook.com/share/1AmCcu...
@arshart
@raziyamirchi
@MrWaseemakther
#hyderabadmirchi #arshart #raziyamirchi
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: