Samosa Series EP.3 Raipur’s Best Samosa – Khodiyar, Manju Mamta & Bhole/Ramu | Iconic Street Food
Автор: MAYANK KARRA
Загружено: 2025-09-05
Просмотров: 4962
Описание:
Samosa Series Part 3 – Raipur’s 3 Most Iconic Samosa Places!
Raipur ka samosa scene ekdum alag hi level ka hai! 🔥
Aaj humne cover kiye 3 legendary spots jo har din 1000+ samosa sell karte hai aur jinke naam hi kaafi hai 👇
1️⃣ Kodhiyar Sweets – College days ki yaadon se judaa, iconic lakdi ka spoon aur wohi purana dahi chutney ka taste.
2️⃣ Manju Mamta – Legendary samosa with chole/dahi. Yaad hai? Hamara viral video jo 25+ million views gaya tha wahi yahan se tha!
3️⃣ Bhole/Ramu Samosa (Byron Bazar, Holy Cross ke pass) – Pehli baar curry ke sath try kiya aur OMG ekdum next level taste!
Har jagah ka samosa apna alag look, alag shape aur ekdum unique flavor deta hai. 🍴
Iss series ko explore karne mein hume bhi bahut maza aa raha hai aur ye 3 places toh meri personal favorites hai. 💯
👉 Comment karke batana aapka fav samosa place kaunsa hai aur apni kahani share karna inse related!
👉 Aur suggest karo agla part mein hum kaha cover karein.
📌 Don’t forget to like, share & subscribe for more Raipur food stories!
📍 Follow us on Instagram: @raipurfoodpedia
#samosa #raipurfoodpedia #raipur #raipurcity #samosa #samosarecipe #samosachaat #raipurstreetfood #raipurfoodblogger #indianstreetfood #indiansnacks #ytshorts #youtubeshort #samosalove #chhattisgarh #viralvideo
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: