उत्तराखंड की फेमस काले भट्ट की दाल | Pahadi Bhatt ki Dal | Bhatt ki Churkani | Radhe’s Kitchen Hindi
Автор: Radhe's Kitchen Hindi
Загружено: 2024-04-02
Просмотров: 4355
Описание:
उत्तराखंड की फेमस काले भट्ट की दाल | Pahadi Black Soyabean Dal | Bhatt ki Churkani | Radhe’s Kitchen Hindi
Preparation Time- 10 Min
Cooking Time- 20 Min
Serving for – 3-4 Persons
Ingredients-
Bhatt ki Dal- 250-300 Grams
Mustered Oil- 4-5 Tsp
Wheat Flour- 3-4 Tsp
Onion- 1 Chopped
Tomato- 2 Chopped
Green Chili- 2 Chopped
Garlic- 10-12
Salt as Per Taste
Red Chili Powder- 1 Tsp
Turmeric Powder- ½ Tsp
Hara Dhaniya- As Per Choice
Serve With Hot Rice and Salad
Namaskar,
Kese hai aap Log, aasha karti hu sab log acche se honge.
Aaj mai aapke Radhes Kitchen Hindi mai aapke liye lekar aayi hu ek Unique si Recipe. Aaj mai share kar rahi hu ek Pahadi Dal ki recipe jo khas tour se Uttrakhand se belong karti hai. Aaj hum banayegey Pahadi Black Bhatt ki dal. Jise Black Soyabean bhi kaha jata hai.
Ye bahut hi postik aur health ke liye faydemand hoti hai. Isme Protein ke sath sath minerals bhi bahut paye jate hai. Garmiyon mai is dal ko jyada banaya jata hai. Iski Tasir thandi hoti hai isliye ise aap Rice ke sath bana sakte hai.
Khane mai bahut hi tasty hoti hai aur aap video ko mere sath pura dekhiye aur ghar par is special dal ki recipe ko jarur banaye. Aap aasani se is dal ko Online Purchase kar sakte hai, Amazon aur Flip cart par ye aapko aasani se mil jayegi.
To Chaliye sath Milkar Banate hai.
Video achhi lage to Like, Share aur Subscribe karna Na Bhule. Mai aesi hi healthy aur tasty alag alag tarah ki Recipes aapke liye lati Rahungi.
Thanks for Watching
Keep Watching Radhe’s Kitchen Hindi
Follow Me on My Instagram Page: - https://rb.gy/3wbj6
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: