Surah Maryam Ayat 62–77 | Arabic Grammar, Translation & Tafsir | Fajr Quran Class
Автор: Tasheel ul Quran
Загружено: 2026-01-29
Просмотров: 6
Описание:
Is Qur’an class mein Surah Maryam Ayat 62 se 77 tak ki tafseeli tashreeh pesh ki gayi hai.
Is dars mein Shayan Ali ne ayaat ka Arabic grammar ke sath tarjuma kiya, jabke Qari Habib ur Rahman Qureshi ne in ayaat ki tafseer, Shaan-e-Nuzul, Seerat-e-Sahaba se rabt, lafzi aur ba-muhavra tarjuma, aur Halaat-e-Hazira ke hawale se wazeh taur par rehnumai farmai.
In ayaat mein Jannat ki sifat, Allah ki rehmat, Qayamat ke manazir, aur deen se ghaflat jaise aham mazameen bayan hue hain, jo aaj ke daur ke Musalman ke liye bohat bari naseehat hain.
Yeh class un tamam logon ke liye hai jo Qur’an ko sirf tilawat nahi balkay samajh kar zindagi mein naafiz karna chahte hain.
📌 Qur’an with understanding series
📌 About This Channel – Tasheel ul Quran
Our mission is to teach Arabic grammar and help you understand the Quran directly from its original language — with clear, simple explanations in Urdu. Every video is based on deep study and structured learning, guided by Qari Habib ur Rahman Qureshi Sahab.
We cover:
Word-by-word translation (Lafzi Tarjama)
Idiomatic translation (Ba-Muhawra)
Context of revelation (Shan-e-Nuzul)
Lives of the Companions (Seerat-e-Sahaba)
Contemporary lessons (Halaat-e-Hazira)
Arabic Grammar Lectures
📞 Contact Us
📱 WhatsApp: +92-333-4780115
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: