Jo Gurumukh Hote Hain Sada Naam Simarte Hain || जो गुरुमुख होते हैं सदा नाम सिमरते हैं
Автор: Bhakti Sangeet
Загружено: 2020-08-30
Просмотров: 39471
Описание:
Jo Gurumukh Hote Hain Sada Naam Simarte Hain || जो गुरुमुख होते हैं सदा नाम सिमरते हैं
Jo Gurumukh Hote Hain Sada Naam Simarte Hain
Vo Jag me Rehte Huye Sab Khushiyaan Pate Hain
Koi Puche Jab Unse Kya Hal Tumhara Hai, Kya Hal Tumhara hai
Satguru Ki Kirpa Hai Bas Ye Hi Batate Hain
Jo Gurumukh Hote Hai Sada Naam Simarte Hain
Vo Jag me Rehte Huye Sab Khushiyan Pate Hain
Gurumukh Ka Jeewan To Phulon Sa Hota Hain
Guru Vachano Par Chal Kar Guru Kirpa Pata Hai
Vo Khud Bhi Mehakate Hai Sab Ko Mehakatae Hain
Jo Gurumukh Hote Hai Sada Naam Simarte Hain
Vo Jag me Rehte Huye Sab Khushiyaan Pate Hain
Darbar Ke Panch Niyam Gururmukh Hi Nibhata Hain
In Niyamon Par Chal Kar Guru Kirpa Pata Hai
Dasa Jo Vachan Maane Gurumukh Kehlate Hain
Jo Gurumukh Hote Hai Sada Naam Simarte Hain
Vo Jag me Rehte Huye Sab Khushiyan Pate Hain
#jeetudada , #ssdnbhajan , #bhaktisangeet , #gurumahima , #shriartipooja ,#jeetudadabhajan, #ShriAnandpurdham , #nanglisahib , #sindhibhajan , #boljaikara ,#anadpursatsang , #jaisachidanand , #anadpurdarbardelhi , #satgurubhajan , #bhaktisangeetjeetudada
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: