O Humsafar | ओह हमसफ़र | Cover by Francis Marian
Автор: Francis Marian
Загружено: 2019-07-14
Просмотров: 1052
Описание:
O Humsafar | ओह हमसफ़र | - Cover by Francis Marian
Singers : Francis Marian & Neha Kakkar
Support#FrancisMarian#MarianFrancisMusicComposer#FrancisMarianCoverSongs#SingingBirds
► / @francismarian 🔔 Stay updated!
Lyrics :
Mere to saare savere
Baahon me teri thahre
Meri to saari shaamein
Tere saath dhal rahi hain
Thoda sa bhi shak na karna
Tumse mera jeena-marna
Tum chal rahe ho to saansein
Mere saath chal rahi hai
....O humsafar o humnawa
Be-shart main, tera huaa
Paas aao main tumhein
Dekh loon kareeb se
Aankhon ko ye raahtein,
Milti hain naseeb se
Baazuon me tum mujhe
Betahsha ghere ho
Kal ki fikra hai kisko
Tum abhi to mere ho
Main sirf tera rahoonga,
Waada raha tujhse mera
Tu maang le muskara ke
Mera pyar haq hai tera
....O humsafar o humnawa
Be-shart main, tera huaa
Aaja zindagi tujhse
Aadhi aadhi baant loon
Meri subah tu jee le
Teri shab main kaat loon
Aur kuchh khuda na de
To bhi usko maafi hai
Pyar tera mil gaya
Sirf itna kaafi hai
Chaahe jahan se chalun main
Tujhpe hi aake rukun main
Ab dil mein rakh na sakoonga
Koyi doosra junoon main
..Oh humsafar, oh humnava
Beshart main tera hua
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: