Chaar Log - Tony Kakkar
Автор: Tony Kakkar
Загружено: 2025-12-23
Просмотров: 434649
Описание:
Singer - Tony Kakkar
Music & Lyrics - Tony Kakkar
Lyrics
Tu aisa hai tu waisa hai tujhse ye sab jalte hain
Wo khaali hain bekaar hain bas baatein hi karte hain

Kaun duniya kaun char log jeene nahi dete
Zinda dete hain ye maar log
Char log teri baatein karte hain
Ye karte hain vyapaar log
Social media ke berozgar log
Ek gaane ke hi piche bekarar log
Asal mudde chhod baithe bekar log
Kaun duniya kaun char log jeene nahi dete
Zinda dete hain ye maar log
Char log
Tu aisa hai tu waisa hai tujhse ye sab jalte hain
Wo khaali hain bekaar hain bas baatein hi karte hain
Tu aisa hai tu waisa hai tujhse ye sab jalte hain
Wo khaali hain bekaar hain bas baatein hi karte hain
Deepu Chandra Das ki koi baat kare
Zimmedar logon se sawalat kare
Aise dharm ke naam pe maar kaat sahi hai kya
Hindu Muslim na koi jaat paat kare
Upar wala bhi dekh raha hai ro raha hai
Uski duniya mein kya kya ho raha hai
Ashleelta ki baaton se kuch hoga nahi
Uski jaan chali gayi koi to baat karo
Tu aisa hai tu waisa hai tujhse ye sab jalte hain
Wo khaali hain bekaar hain bas baatein hi karte hain
Tu aisa hai tu waisa hai tujhse ye sab jalte hain
Wo khaali hain bekaar hain bas baatein hi karte hain
.
.
.
.
.
.
.
Special Thanks : Virgin Music India
https://www.virginmusic.com
Virgin Music India Team
Head : Amit Sharma
Team : Nagesh Jadhav, Kajal Israni, Amol Suryavanshi, Lavanya Das & Nishtha Sikroria
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: